Jaisa ki hum Sabhi whatsapp ke bare bare me jante hi hai ye puri duniya me famous app hai jo har Andriod and IOS me uplabd hoga or har ek usar use karta hai.Hum log whatsapp par massage ko type karte karte thak jate hai islye ek esa use ful app hai jiksi madad se hum Kisi ko bhi Autoreply kar sakhte hai.
Instantm messaging app WhatsApp duniya bhar Mein sabse Jyada istemal Kiya jane wala Messenger Hain. Company ne users ke Anubhav ko Vahater banane ke liye Kahi feature pesh kiye hai. Aapko Bata De ki WhatsApp mein abhi tak Auto reply feature Gari nahi kiya hai lekin phir bhi aap WhatsApp par is feature ka istemal kar sakte hain. Iska matlab hai ki aap apne phone ko bhina chuae Apne Kisi bhi dost ya Pariwar Wale Ko reply kar sakte hain.
Apko phale hi bta chuke hai ki Whatsapp ne ye feature abhi  launch nhi kiya hai islye isko istemall karne ke lye aapko third party app Auto reply for WhatsApp ki madat leni Hogi.

Read more:- Kisi Dusre Ka Whatsapp Hack Kaise Kare


Auto Reply For Whatsapp

No is feature ka istemal karne ke liye users ko Apne smart phone mein Auto reply for WhatsApp app ko install karna hoga.

Ise Google Play Store se free me download kar Kiya Ja sakta hai.

Yeh Hai app install hoga hokar Whatsapp ke sath link ho jata hai.

No is Ke Baad user score thoda bahut settings badalne Hoti Hai Jis Ke Baad message kar Auto reply Kiya Ja sakta hai.

Kaise Kare Istemaal

1.Auto reply for WhatsApp app Ko download karne ke baad usse open kare.

2.Yha aapse notification read karne ki permission Mangi Jayegi. Ise ok kar de.


3.Iske baad aap ki screen par Auto reply for WhatsApp ko on karne ka option aayega. Isse On kar de.

4.Ab Apko Allow button per click karna hoga.


5.Iske baad niche aapko '+' ka sign Dikhai dega. Us par click kare.
Yahan se aap apne Kisi bhi dost ya Pariwar Wale Ko add kar sakte hai. Bhe Jab Bhi aapko message Karenge toh unke Paas aapka autoreply Chala Jayega.



Iske Alawa, Agar aap Sabhi contact ke message ko auto reply karna chahte hain toh sabse upar Diye Gaye option Auto reply for all messages ko on kar de.


Read more:-Ek Smartphone Me 10 Se Adhik WhatsApp Messenger kaise Chalaye.

Jab aap is option ko on kar denge toh Neeche aapko message ka option diya jo Diya Gaya hoga. Yha se aap apne hisab se type kar sakhte hai. Yhe un logo ke lye shi hai ko kam me busy rhte hai.


Read More:- Kisi Dusre ka Whatsapp Apne Phone me Kaise Chalaye

To abb hum log whatsapp par Auto reply karna shek gye hai. To friends apko humari ye post kaise lagi. Ise apne friends se sath jarur share kare hame aapke sath ki  bahaut jarurt hai is post ko jarur share kare.....