Jaisa ki Hum sab log Gmail account ka bare me jante hi hai. Or Sayad abb har person ke pass apna ek gmail account to hoga hi. Gmail ek Google ke service hai to Google isme kuch na luch change karta hi rhta hai. Abb Google  Gmail ke liye accelerated mobile pages Yani AMP ka developer preview Lekar aane wala hai. Aapko Bata De ki Google AMP ko new articles mobile par turant load karne ke liye design Kiya gaya tha. Email ke liye AMP aane par email ka advance Istemal Kiya Jane Lagega.

AMP Kya Hota Hai?


Sabse Phale hume janne ke jarurat hai ki AMP hota kya hai. AMP khasstoar se mobile ke design kiya jata hai. Isme users ko email ka baither aur naya anubhav dene ki chamta hai. AMP Open Source Framework hota hai iski madad se kisi bhi page ko mobile friendly page me Badla Ja sakta hai. Ese Users ke mobile par web page jaldi aur tezz khulte hai. Ese Load time bhi kam hota hai. Ise Users ko kisi Page, Video, Audio, PDF adhi load hone ka Adhik Intezar nahi karna padta, kyuki AMP ise light bana deta hai.

Read More:-Google/Gmail Account ko Permanently Delete Kaise Kare.


AMP Se Users Ko Kya Fyda Milega

AMP page load time ko kam kar deta hai. Agar page load time kaam hoga toh pehle ke Muqable data thoda kam khapat hoga. Gmail mein AMP aane ke baad users ko email istemal karne ka ek naya interactive anubhav Milega user email me he nayr task phure kar Payenge.

Read more:- Lucky Patcher Kya hai, Or Ise Kaise Use Karte hai in hindi


Gmail Go App Now Available for Download 

Google Gmail Go app download ke liye jari kar diya hai. Aapp yhe app Android 8.1 Oreo par chalne wali device ke saath kaam karega. Ise Google Play Store se download kiya Ja sakta hai. Is App ke jariye Gmail ki basic feature ke sath Ek Se Jyada account Gmail Se Alag Outlook Yahoo, Jaise or account challana bhi Aasan ho jayega.

Read more:- Apne Sabhi Social Accounts ko Permanently Delete Kaise Kare.


Aab Hum log jaan gye hai ki AMP Kya Hai or uska kya use hai. Abb hum log ye bhi jaan gye hai ki ye google ka gmail me lastest update hai.
To Friends apko ye post kaise lagi hame comment kar jarur bataye..