Hello Friends Aaj hum baat karne bale hai Google Adsense Auto Ads ke bare abhi kuch din phale hi humare Google Adsense Ke dashboard me ek new Option add hua hai jiske bare abhi iske bare me sayad kuch hi log jante hai. lekin Jaisa iska naam hai, Auto ads Auto ka Matalb to sabhi jabte hi apne aap same bhi yha par bhi iska matlab hai auto ads apne app create hone bale ads. Aab hum iske bare me details me jante hai.
Adsense Auto Ads ek Ads unit hai ye google machine learning technology Artificial intelligence par kaam karega. Jisko blog ke template me add karne ke baad Automatically Adsense Aapke blog me ek badhiya place par ads show karega. Or iske sath Aapki revenue ko badhane me madad karega.
Auto Ads ki khas baat yhe hai ki, yhe apke blog ke Ads ko fast loading karta hai. Jo ek user experience ke lye bahuat acha hai.
Auto Ads google Adsense ka ek bahuat accha feature hai, iame shirf ek unit ki madad se hum apne layout me alag- alag palce me alag- alag types ke ads laga skahte hai.
Is feature ke ajane ke baad hume layout me alag alag palce me afs cofe add karne ke jarurat nhi hai. Or na hi ads optimisation karne ki jaurart padegi. Auto ads ki madad se adsense humari website ko automatically analyse kareke or jis place me jis type ke ads sutiable hoge us type ka ads bha par automatically show kar dega.
Auto apps feature alag alag type that support karta hai. Auto ads ki madad se hum apne blog or website may overlay ads Jaise page level ads bhi bolte hai Laga sakte hain. Abb auto add feature aazane ke baad blog ke template ya website main page level ads Lagane ke liye alag se ads code. Blog me Lagane Ki jarurat nahi padegi.
Read More:-Blog Post ko Schudule Wise post kaise kare
Adsense Auto Ads Kya Hai.

Jaise ki phale hum apne blog ke lye page label ads banate the is feature ke ane ke baad hum ko aab page label ads banae ke bhi jarurta nhi hai, kyuki adsense ads unit feature se page lavel ads, Anchor Ads, Matched Content, Ads In Artical, In Feed Ads Features se enable kar sakhte hai.
Auto Ads ki khas baat yhe hai ki, yhe apke blog ke Ads ko fast loading karta hai. Jo ek user experience ke lye bahuat acha hai.
Auto Ads google Adsense ka ek bahuat accha feature hai, iame shirf ek unit ki madad se hum apne layout me alag- alag palce me alag- alag types ke ads laga skahte hai.
Is feature ke ajane ke baad hume layout me alag alag palce me afs cofe add karne ke jarurat nhi hai. Or na hi ads optimisation karne ki jaurart padegi. Auto ads ki madad se adsense humari website ko automatically analyse kareke or jis place me jis type ke ads sutiable hoge us type ka ads bha par automatically show kar dega.
Auto apps feature alag alag type that support karta hai. Auto ads ki madad se hum apne blog or website may overlay ads Jaise page level ads bhi bolte hai Laga sakte hain. Abb auto add feature aazane ke baad blog ke template ya website main page level ads Lagane ke liye alag se ads code. Blog me Lagane Ki jarurat nahi padegi.
Read More:-Blog Post ko Schudule Wise post kaise kare
Auto Ads Support Ads Type-
Jaisa ki hum log upar jaan chuke hai ki Auto Ads Me alag - alag types ke ads support karta hai. Kuch ads ke bare main phale bta diya tha abb use puri list hai jo ads is feature me available hai.
• text & display Ads
• In- feed Ads
• In - Artical Ads
• Matched Content Ads
• Anchor Ads
• Vignette Ads
Google Adsense Auto Ads in sabhi types ke ads ko support karta hai. Hum chahe to inme se apni Pasand ke ads type ko enable kar sakhte hslai, or apni or alne website me lga sakhte hai.
Google AdSense Auto ads Kaise Create Kare
Google Adsense Auto Ads Features ka use karne ke lye niche bataye gye sabhi steps ko thik se follow kare:-
1. Sabse phale Aap apne google Adsense Opne kare.
Google ke Homepage open ho jane ke baad, Menu par click kare.
3. Menu par click karne ke baad. My Ads par Click kare.
4. My ads par click karne ke baad. Auto ads par click karna hai.
5. Yha par apko automatically smarter ads ki thodi info mation dekai dega aap is information ko read kare. Or Get Started par Click kare.
6. Aab apko Yha par Ads Type Dikhai dege jis type ke ads ko aap show karna chahate hai us type ke ads ki enable kar de.
7. Aab apko Ads type ke niche automatically get new formats par click(✓) karna hai.
8. Abb apko save par click kar ise save karna hai.
9. Aab yha par apko auto ads code dikgai dega aap is code ko copy kar ke. Or apko is code ko <head> ke niche paste karna hai.
Abb humare auto ads create hi gya hai.
Blog me ads code kaise lagaye
1. Sabse phale apne blog dashboard ko open kare.
4. Abb Theme ko save karde.
5. Agar aap ads code ko <head> ke niche copy paste nhi karna chahte hai. To aap ise layout>>Html/JavaScript widget me paste kar save kar sakhte hai.
Abb apke blog me Google Adsense Auto Ads Successful add ho gye hai.
Aab apko 10-15 minute ka wait karna hoga. Uske baad app apni website ko open karke dekh sakhte hai. Apke Auto ads sgow hone start ho jayege.
Abb hum apne blog me Google Adsense Auto Ads laga sakhte hai. Or Auto ads ko apne blig me lga kar users ko ek new experience de sakhte hai.
Read more:-Images ko SEO friendly kaise banaye
Read more:-Images ko SEO friendly kaise banaye
Or aab hum logo ko ads ko layout se optimize karne ki jarurta bhi nhi padegi.
Adsense apne aap hi ads ko ek best look size or place par show kar dega.
Aapko humari ye post kaise lagyi commwnt kaf hume jarur batayae taki agar apko koi samshya ho to hum aapki help kar paye.
2 Comments
Nice share sir, par muze ek doubt hai agr hm web me auto ads use kare to ise website loading speed me koi fark padega kya, please ek baar meri web GyaniHub.com dekh kar feedback de dijiye.
ReplyDeleteThanks in advance
Nhi esa kuch nhi hoga kyuki auto ads google adsense ki he ek service hai to ye bhi uski prakar work karta hai jaise apke normal ads work karte hai. Don't worry apke loading speed par koi effect nhi padega.
Delete