Hello friends Aajj hum baat karege ki Apne Facebook Account ko permanently delete kaise kare.
Agar apko fake account create karna hai to aap hamari ye Facebook Fack Account kaise banaye post pad sakhte hai.
Ye post un logo ke lye bahuat helpful hai jo log do se adhik facebook account use kar rhe hai ya bahaut fack account use kar rhe the lekin abb bo un account ka use nhi kar rhe hai to ese faltu accounts ko delete karke aap tension free ho jayege kyuki aap itne sare password ko kaise yaad rakh sakhte hai.Aapka bo account be waste hota hai.
Account ko decative
Facebook Account deactivate karne se Facebook Par aapko koyi search nhi kar payega. Means apka user bha se unregistered show hoga. Or apko koi massages, Notification or friend request bhi send nhi kar payega. Iska Matalb Yr bilkul Nhi ha ki appka account Parrmanently band ho gya hai. Facebook Account Ko Deactivate karne se apka account kuch samay ke lye Facebook platform par show nhi karega. Facebook Account Ko Deactivate Karne Ke Baad Aap jab chahe apna Account ko Reactivate kar sakhte hai.

What the effects of Delete /Deactivate our Facebook Account.
Facebook Account deactivate karne se Facebook Par aapko koyi search nhi kar payega. Means apka user bha se unregistered show hoga. Or apko koi massages, Notification or friend request bhi send nhi kar payega. Iska Matalb Yr bilkul Nhi ha ki appka account Parrmanently band ho gya hai. Facebook Account Ko Deactivate karne se apka account kuch samay ke lye Facebook platform par show nhi karega. Facebook Account Ko Deactivate Karne Ke Baad Aap jab chahe apna Account ko Reactivate kar sakhte hai.
Facebook Account Delete Karne Se Kya Hota Hai.
Facebook Account ko Delete Karne ka Matlab hota hai ki aap us Facebook Account ko Facebook Platform se hamesa ke lye hata dete hai. Facebook Account koi tab delete karta hai jab use pass Facebook ke extra account hai ya koi fake account hai. Facebook Account ko Delete Karne Ke Baad bhi Facebook apko apna account ko activate karne ke lye 1 Chance deta hai. Lekin ye Chance apko 14 dino ke lye hi diya jata hai. Aap jis din se apna account delete karege uske next 14 fays me bo account permanent delete ho jayega. Phir agar aap apne acciunt ko reopen bhi karna chaege to aap nhi kar payege. Kyuki apka account us platform se hamesa ke lye delete kar diya jata hai.Facebook Account ko Deactivate Kaise Kare:-
Facebook Account ko Deactivate karne ka matlab aap kuch din ke liye facebook account ko band karna chahte ho. Aap jab chahe apna facebook account ko Reactivate kar sakhte ho. Facebook account Deactivate karne ke lye niche di gye steps ko follow kare.
Step1. Aap jo fb Account ko Deactivate karna chahte hai. Us facebook account ko open kar 'Settings & Privacy' option par click kar use open kare.
Step2. Aab Aapke Samne Facebook Settings and Privacy page open hoga. Abb apko 'Security' option par click karna hai.
Step3. Abb apko yha par Account Deactivate karne ka option milega. Abb apko 'Deactivate' ka option par click karna hai.
Step4. Aab apko Account ko Deactivate karne ke lye ek last step ko pura karna hai. Yha par apko Facebooo Account Deactivate karne ke karan select karna hai. Account Deactivate option par click kare ge to iske baad apko 'I Don't Feel Like Safe On Facebook' ko Select karna hai. Yha Aap koi bhi option par click bhi kar sakhte hai. Click karne ke baad 'deactivate' par click karte hi apka account Deactivate ho jayega.
*Note:- Ek baad yaad rakhe Account Deactivate karne ke baad Aap Agar Facebook Account ko login karne ki kosis karege to Apka Facebook Account Reactivate ho jayega. Agar aap apne account ko check karna chahte hai ki apka account Deactivate hua ki nhi. Iskelye apko apne kisi bhi friend ya jis account me aap add ho use open karke bha par apna account check kare.
Agar apko apna Account phir se Reactivate karna hai to apko Facebook Log in page par Ja kar Email Ya mobile number And Password dekar Login karke aapka Facebook Account Reactivate ho jayega.

Facebook Account Permanently Delete Kaise Kare
Facebook Permanently delete karne ke lye Aap Facebook Account ko Phirse kabhi Use nhi kar payege.
Or apka account hamesa ke liye delete ho jayega.
Phir bhi Agar aapka facebook Account delete hone se bacahna chahte hai to iske lye Aapko 14 days ka time milta hai. Agar aap 14days se phale Account ko Reactivate kar lete hai to aapka account delete hone se bach jayega.
Account ko permanently delete karne ke lye niche di gye link par click kare.
Click here
Facebook Account ko Permanently Delete Karne Ke Lye
Di gye link par click karne ke baad Aap Facebook Deletion page par lahuch jaynge. Facebook Account Hamesa ke lye delete karne lye Aap Niche Aapne Facebook Password Dekar submit kare. Password Submit Karne ke Baad apka Facebook Account Hamesa ke lye delete ho jayega.
Account Delete Karne ke baad Agar aap us Account ko delete hone se Rokna chahte ho to 14 Days ke undar aapka facebook Account delete hone se rok sakhte ho.
Account delete hone se Rokhne ke lye Aap Phirse Facebbok Par email login kare. Log In Karne ke baad jo page khulega bo apko usme apko do option milege.
i) Conform Deletion
ii) Cancel Deletion
Agar apko delete rokhna hai to aapko 'Cancel Deletion' par click karna hai.
Abb apka account delete nhi hoga .
Agar aapko ye trick use karte time koi problem aati he to aap niche comment box par comment kar sakhte hai.
Aap Humare Facebook Page ko follow kar regular New post ki jankari pa sakhte hai.

0 Comments