Hello friends jesa ki aap topik dekh kar samaj gye hoge ki aaj ka article kis topick par hai (News in hindi). Chailye aab topic par aate hai acha mai apse ek sabal puchu aap me se kitne log aise hai jine NEWS ka full form pta hai sayad 50% hi hoge. Lekin jo 50% log jante bhi hoge bo bas itna hi jante hoge ki desh videsh ki khabre btane bala news hota hai. Par esa nhi News ka full form hai NEWS(North , East ,West and south) kya apko pta tha.Agar apko pta tha than okk.
Aj hum log is article me in topic ki jankari jane ge
1.News/Samaachaar kya hai.
2.News ya Samaachaar ko likhne ke bishay ya Subject.

NEWS YA SAMAACHAAR KYA HAI

News ya samaachaar ghtnao ke bare me jankari hai jo hume patrkaro ke dura by bolne se ,newspapaer par, or post , telecast , internet medium , by self publish ki daura kai alag alag media ke madyam se News/Smachar uplabd karte hai.
Simple me khe to News/Samaachaar kya hoti hai uske me btata hu news ek ase word hai jiske bare me ek younger se lekar older tak sabhi jante hai kyuki ye hume hamare desh aur vides or local sabhiki hume sari jankari uplabd karta hai.

News/Samaachaar ko likhne ke bishay/subject

News/Smachar ke lye journaly bisay me samil hai yudh (war) , Sarkar(Goverment) , Rajniti (polictics) , Sikhsa(education) , Pryabaran(Enviroment) , Earthbibasth(Economy) , Byabshay(Business) & Manoranjan(Entratainment) , and also very popular any many people loves a atheleatics(Sports) , Bichitra(Amazing) ya asamany(Abnormal) ghatnaye.Sahi smaharo(Royal Ocassion) , kanon(Police) , Kar(Tax) , Sarabjanik syasth() , Apradhiyo ke bare me sarkari ghosna(Goverment decision) , Prachin kaal (Historical) ke bisay par News/Smachar ko likha ya show kiya jata hai.
Human , Sikhne aur saajha karne ki ek lagbag sarbhomik icha prakat karte hai.Jo be ek dusre se baat kar aur jankari share kare hai. Takniki aur Smajik (technology & Socail) vikas , jo aksar sarkari sanchar air jasusi network duara sanchalit hote hai , ne gati badha di hai iski samgri ko prbhabit kiya ja sakhta hai.News/Samaachaar ki jo hum saali jis prakar jante hai , bhe ajkal News/smachar ya Akhbar ke sath joda hua hai.Jo China me bulletin ke roop me ubhri hai or failta hai, kagaj or Printing prace ke sath Europ me.

Meaning

1.Etymology

Angrejee shabd News/Samaachaar 14th stavdhi ke "NAYA" subdh ske bahuvachan ke upyog se bna hai.Middel english me jaise samakaksh sabdh nya tha jaise frecnh novel aur German nenews.Isi trah kee ghayaye French novel.

2.Newness

Jaisa ki iska naam "NEWS/SAMAACHAAR" aam tor par nayi jankari dete hai.News/Samaachaar ki newness yhe ek unlimited quality pradan karti hai jo ise ithas ya any genius ki adhik sabdhani purbak janch se alag karta hai. Jabki other prakiriya ke karano se sambandiht pratikaran ke roop me ghatnao ko dekhte hai.Smachar khaniyo ghatno ka barnar karti hai.Or inke beed sambandit ghatno ke beech ki charcha ki bahisskar karneke lye hoti hai.News bartman me ya tahkal atit me duniya ka baran karta hai.Bale hi ek samaachaar khani ke sabsw mahatvpurn pahalo ka atit me lambe smay se hua ho ya bahisya me hone ki sambhabna hai.
Kahbro ki newness ka ek any prabmnaam yhe hai ki , nai takhnik ke jariye samaachaaro ko aur adhik tazi se prasharit karne ke lye nai media samsksh hoti hai.
News/Smachar ki bhomika humare givan me bahuat hai kyuki ye humare desh me kranti lane ke lye sabse aham tha Jab india pe Britis sarkar ka raaj tha tab unke khilaf har jaghe se kranti news paoer ke dura hi hui.Jab desh me 2nd world bar hui thi tab bhi logo ko uski khabar News/Samaachaar se hi prapt hoti thi.Jisse logo ko war ke baare me jnkri hoti thi.Lekin aaj ke jamane me News/ Samaachaar ka roop hi badal gya hai.

News/Samaachaar ke roop

90es me News/Samaachaar ke cabel kuch hi roop the jaise Radio aur smachar patr.lekin badlte smay me iska bhi roop badal gya ajj ki news/smachar aap khi bhi or kisi bhi samay ke sakhte hai agar aap live news chahte hai to aap kisi bhi khabar ki live news bhi jan sakhte hai.Ye sab badle technic ka kamal hai.Jaise hi 20 stabdhi ayi to news ka kuch naye sadhan aye jaise Tv, Mobile , internet jaise hi inka ana suru hya raido ki maang kam ho gyi.Ajj hum ghar badhte tv par kisi bhi khabar ko bilkul live dekh sakhte hai.

News ya Samachaar Patr ke naam

Top 10 Hindi News paper

1.Denik jagran
2.Hindustan
3.Dainik Bhaskar
4.Rajasthan Patrika
5.Amar Ujala
7.Navbharat times
8.Hari Bhoomi
10.Punjabi kesri

Top10 Englis Mewspaper

1.The times of india
2.Hindustan times
3.The hindu
4.Mumbai Mirror
5.The telegraph
6.The Economic Times
7.Mid Day
8.The Tribune
9.Deccan Herald
10.Deccan Chronicle.

Top 10 Regional Dailes

1.Malayala Manorama(Malayalam)
2.Daily thanthi(Tamil)
3.Mathrubhumi(Malayalam)
4.Lokmat(Marathi)
5.Anandabazar Patrika(Bengali)
6.Eenadu(Telgu)
7.Gujrat Samachar(Gujrati)
8.Sakal(Marathi)
9.Sandesh(Gujrati)
19.Sakshi(Marathi).


Jaise apne uppar diye gye list me dekh hi liye honge top10 news paper.Bese bhi ajj ke jamane me bina news paper ya news/smachar ke ke aap aise hai jaise aap ia duniya ke nhi hai kyuki bina news ke aap nhi jan sakhte hai ki desh me kya chal rha gai . Humari earthbyabsta kaisi hai aur bahuat si jarori baat jine aap janne se banchit rhe jayege.News humare jindgi ke lye bahuat jaruri hai kyu ki aaj kal bina new ke a update nhi rhe sakhte.Ajj ke jamane me apko koi news paper kharidene ki bhi jaroorat nhi hai kyuki aaj kal hum apne phone par internet ke dura news dekh or padh sakhte hai.Ab to cable padhne ki baat nhi rhi aap apne smartphone me direct live bhi dekh sakhte gai ji ha internet se aap vedio me news dekh sakhte hai is lye ye apka time bhi bachata hai.Or bhi iske khafi fayde hai..

To aab aap samaj hi gye hoge ki News/Samaachaarlya hai.Apko ye post padhkar kaise lga apna comment kar hume jarur bataye taki hum apke lye esi or bahuat sari post lekar aye.
Thankyou for reading.......