Hello dosto Aaj Mai Aap Ke Liye blogging ke Chetra Se Ek Nayi post Leke Aaya Hoon Jiska topic hai Domain name kya hai aur kaise kaam karta hai in Hindi.
Jab Bhi Apne Koi website open ki Toh Apne us website ka domain name Jarur Dekha hoga aapke Man Mein Ek prashna zaroor utha hoga Ki ek website or domain name ka kya sambandh hota hai. Toh main Keh sakta Hoon key domain name ki help Se Hum Internet par website ko search kar sakte hain jaise techmeblog.com ye Hamara domain name hai is search kar aap humari website ko dekh sakte hai is prakar ye ek friendly domain naming system. Jis Se Hum Kisi webpage ya web server Pata Laga sakte hain. Hame pata hai aap logo ko domain ke baare mein thodi bahuat jankari to hogi. Toh maine socha Kyun Na is incomplete jankari ko pura kiya jae. Taki aap logo ko domain name se related Koi samasya Na Rahe.
Aaj hum is article me in topics ke bare me Janege.
1.Domain name Kya Hai?
2.Domain name kaise kaam Karta hai in Hindi?
3.Types of Domain name.
i)TLD(Top level Domains)
ii)CCTLD(Country Code Top Level Domains)
4.Subdomain name Kya hai.
5.Domain name or URLs same nhi hote.
6.Top domain name provider list.
7.Tips for purchase Good Domains name.
Domain name ki help Hame ek ya usse Adhik IP address dondh sakte hain. Example Ke tor Par domain name google.com sacro IP ko refer karta hai domain name ka upyog URls may be Hota Hai Kisi particular Web page ko dodne Main.
Example in URL:
http://www.techmeblog.com
Ise Domain name hai techmeblog.com
Jab Bhi Apne Koi website open ki Toh Apne us website ka domain name Jarur Dekha hoga aapke Man Mein Ek prashna zaroor utha hoga Ki ek website or domain name ka kya sambandh hota hai. Toh main Keh sakta Hoon key domain name ki help Se Hum Internet par website ko search kar sakte hain jaise techmeblog.com ye Hamara domain name hai is search kar aap humari website ko dekh sakte hai is prakar ye ek friendly domain naming system. Jis Se Hum Kisi webpage ya web server Pata Laga sakte hain. Hame pata hai aap logo ko domain ke baare mein thodi bahuat jankari to hogi. Toh maine socha Kyun Na is incomplete jankari ko pura kiya jae. Taki aap logo ko domain name se related Koi samasya Na Rahe.
Aaj hum is article me in topics ke bare me Janege.
1.Domain name Kya Hai?
2.Domain name kaise kaam Karta hai in Hindi?
3.Types of Domain name.
i)TLD(Top level Domains)
ii)CCTLD(Country Code Top Level Domains)
4.Subdomain name Kya hai.
5.Domain name or URLs same nhi hote.
6.Top domain name provider list.
7.Tips for purchase Good Domains name.
Domain Name Kya hai?
Sab Jante Hain domain name kya hai.blogging karne ke baad aapko Apne block ko professional block banane ke liye ek domain ki avashyakta hoti hai isliye aapko Ek accha or best domain ke baare mein pata hona chahiye jo aap apne blog par use kar sakte hain. Domain name ki aapko Puri Jankari honi chahiye isliye aaj ke is article main aapko Domain name ke baare mein bataunga aur uski Puri Jankari Doonga Hindi mai. Chaliye baat karte hain Domain name ya DNS (Domain Naming System). Ek Aisa registration Hai Jis Mein Hum Kisi website ko Internet mein identify kar sakte hain Kisi bhi website ki baat kare toh Sabhi background Mein Kisi Na Kisi IP address Se Juda hote hain. IP address(Internet protocol address) yeh ek numerical address as browser ko batata hai ki Internet mein kaha website mojud hai simple Bhasha Mein Kahin Toh Hum logo ko aashan Cheez Hai Yaad rehti hai. Usi Tarah website ka ba Naam hota hai ab aap soch sakte hain ki domain name ek esha naam hai jaise ki Hum Yaad Rakh sakte hai Kisi IP address in human readable version IP address ka.Domain name ki help Hame ek ya usse Adhik IP address dondh sakte hain. Example Ke tor Par domain name google.com sacro IP ko refer karta hai domain name ka upyog URls may be Hota Hai Kisi particular Web page ko dodne Main.
Example in URL:
http://www.techmeblog.com
Ise Domain name hai techmeblog.com
Domain name kaise kaam karta hai in hindi?
Mai aap logo ko ye batana Chahta Hoon Ki Sabhi website ek server main host ya Store ke hote hain domain name us server IP ko point kiye hota hai.Jab bhi aap Kisi website or URL Apne URL bar mein add karte hain.to tabhi aapke domain name ki madad se aapke server IP ko point Karta Hai. Jis Se aap apne khoJe gye website ko dekh Pate Apne browser main. Isi Tarah hi aap logo website dekh sakte pate Hai.
Types of Domain name
Waise toh Internet mein bahut saare domain name uplabdh hai lekin aaj main aap logo ko to Sabhi Prakar se jo bahut important hai unhi ke baare mein bataunga. Takia Jab Bhi aap Koi domain name choose Kare Toh aapko Badhi Asani ho sake Kyunki Internet bahuat domain name Hai jisse aap confuse Jarur Ho sakte hain isliye mai aap ko cable important domain name ke baare mein bataunga.
1.TLD-Top Level Domains
Top level domain Ko hum Internet domain extension ke naam se bhi Jante Hain. Yeh Woh Akhri Wala Hissa ha Jahan domain name Khatm Hota Hai.Dot ke baad ka hissa.Ise sabse phele develop kiya gya tha.Is domain se aap apni website ko asani se rank kar sakhte hai.Ye bahuat hi jada SEO(Search engine operating) friendly hai.Ise Google Search Engine bhi Jyada importance deta hai.
Example TLD Extension ke jisse koi bhi kharid sakhta Hai.
i).com(Commercial)
ii).org(Organization)
iii).net(Network)
iv).in(Internet)
v).gov(Government)
vi).edu(Education)
vii).biz(Business)
viii).info(Information)
For example:-Google.com , techmeblog.com , Facebook.com , Yahoo.com.
2.CcTLD-Country Code Top Level Domains
Is prakar domian ka istemal ammtor par particular desh ke Nazar me rakhakar kiya jata Hai. kiss desh ke Do letter ISO CODE ke adhar par registar Hota Hai. Example ke lye kuch important Domin extension diye hai.
i).us(United States)
ii).in(India)
iii).ch(Switerzland)
iv).can(China)
v).ru(Russia)
i).us(United States)
ii).in(India)
iii).ch(Switerzland)
iv).can(China)
v).ru(Russia)
Subdmain name Kya Hai.
Aap ko to pata chal gaya Hoga ke Domain Kya Hai. for subdomain aapke main domain name ka ek part hota hai. Subdomain Ko kharida Nahi Jata. Agar aapne koi be top-level domain name kharid liya hai to aap usse subdomain name may be divide kar sakte hai jaise ki Techmeblog.com Mera LTD Name hai aur Main essay techme.techmeblog.com desi or English mai techmeblog.com divide kar sakta Hoon. Yeh bilkul free Hota hai iske liye aapko Koi but paise Nahi Dena padta hai.
Waise to domain name ke aur bhi bahuat se Prakar hai lekin aamtor par Blog/website banana je lye unka use nhi karte hai.Ek bahaut important baat me apko bta deta hu ki aap Hindi me bhi Domain kharid sakhte Hai.
Domain name or URL same nhi hote
Agar technically baat kare to domain name Ek chota sa hissa Hai Bade Internet address jaise ki 'URL' kehte hain .'URL' mein hum bahut se chejo Ka Pata Laga Sakte domain name se Muqabla jaise ki specific page address , folder name , machine name and protocol language.
Udharn ke tor par URL(uniform resource locator pages) unke domain Naam Bold kar diya gaya hai.
•http://www.techmeblog.com
Top Domain Name provider list
Agar aap khud ke liye apne business ke liye website banana chahte hain toh aap khudbhi Domain kharid sakte hain lekin uske liye aapko Kisi acche domain name service provider set domain main account register karke naya aur unique domain name karidna hoga. Neeche main kuch top domain provider ki list the rakhi hai aapke liye aap in Mein Se Kisi Ko Bhi chun sakte hain.
1. bigrock
2. godaddy
3.com
4.Namecheap
5.Land1
6.In
7.Zentlife
8.Ewap guru
1. bigrock
2. godaddy
3.com
4.Namecheap
5.Land1
6.In
7.Zentlife
8.Ewap guru
Tips to Purchase Good Domain Name
1.Hamesha short domain name ka selection Kare jo Yaad rakhne me asana ho.
2. Aisa domain name Rakhe jo ki Yaad rakhne type karne mein and Bolene me easy Ho.
3.kisi doosre se milta domain name na ho aur to aur kahfi unique ho jisse aap aasani se brand kar sakhe.
4. Is name me special characters jsise ki hyphen and numbers ko Sambhav na rakhe.
5. Hamesha top level domain Lene Ki Koshish Kare jis ki puri Duniya Mein Sabhi log pehchante Hain.
6.Aapka domain name aapke business ya business profile se sambandhit ya Milta julta hona chahiye aapko brand Banane Mein Asani Hogi.
Aakhir mein main aap logo ko ye batana Chahta Hoon Ki domain name, Chota aasani se Yaad rakhne wala address hona chahiye server ka technical address IP(Internet protocol address).
Aap logo ko maine domain in Hindi ke baare me Puri Jankari Diya aur Main Asha Karta Hoon ki aap logo is Internet term ke baare mein samajh aa gaya hoga Mera Aap Sabhi readers se Guzarish hai ki aap logo ko iski jankari .Apne Aas pass, rishtedar , Apne friends Tak share Kare jaise ki Hamare beech Jagrukta ho aur Sab ko bahut Labh Ho. Mujhe aap logo ka support chaiye Jaise Main Aur bhi nahi Jankari aap ko upland kra saku. Meri to Hamesha yeah koshish rahti hai ki main Hamesha Apne reader ki har trah see help karo jisse aap logo ko Kisi bhi Tarah ki confusion na ho. Agar apko koi problem ho to aap comment kar puch sakhte ho.Agae apko accha laga to comment kar apna feedback.
Thankyou for reading...
0 Comments