Hello friends Aap kaise hai.Umeed hai ki aap sabhi theek hi hoge. Chalo aab kuch kaam ki baat karte hai. Ajj me apke lye ek esi Andriod trick lekar aya hu jisse apke 99% phone par hone bale Expenses ko bacha sakhte hai. Mostly dekha jata hai ki jab Humara Andriod Phone khi ghir jata hai to pheli baar to bach jata hai lekin dubara girne par ese bach pana muskil hota hai. Ese me humare phone me kuch na kuch problem aa jati hai. Akbhi kabar humare phone ke buttons haise Back, Home button karab ho jate hai.
Ese mai hum jab use shi karane jate hai to usme kahfi expense ho hata hai. To Ajj me apko ese kharche ko bachane ke lye ek trick btaoga.
Humare GooglePlay store me ek aap esa gai jo is problem me humari sayta karega.
Softkey home back button ko Apne Phone me kaise use kare.
Step1. Sabse phale hume ye app ko download karna hai.
Softkey Home Back Button ©
Step2. Dowload karne ke baad ise open kar le.
*Options.
1.Nevigation bar Location.
Isme apko button ki location change karne ka option milega jaise ki top me ya bottom ya right & left.
*Note- Agar apke phone ka touch niche side shi nhi hai to aap ise phone ke uppar side lga sakhte hai isse aap ise ache se use kar sakhte hai.
2.Yha par apko icons ki catagories mile gi.
i)New Icon
Jab hum new icon par click karege to hume humare phone me is trahe ke button milege.
ii)Back Button on The left.
Agar aap apne phone me back button ke left me rakhna chahte hai to aap is option par click kare.
iii)Change location on long press.
3.Size
Is Option se aap apne button ke size ko increas ya descrease kar sakhte hai.
4.Transparency
Iski madad se hum button ke background ko transparent kar sakhte hai.
Step3. Aab apko Settings Accessibility ke option par click karna hai.
Abb apke samne ek setting open ho jayegi.
Abb apko Softkey home button par click kar use onn karna hai.
Step4. Jaise hi aap is option ko on karege. Abb apke phone me home back batton ajayege.
Ese mai hum jab use shi karane jate hai to usme kahfi expense ho hata hai. To Ajj me apko ese kharche ko bachane ke lye ek trick btaoga.
Humare GooglePlay store me ek aap esa gai jo is problem me humari sayta karega.
Softkey Home Back Button kya hai.
Softkey home button Ek esa App hai jo humare Phone ko ek new button provide karata hai jisse ki hum use usi roop me use kar sakhte hai jaise hum apne phone me buttons ko use karte hai.Softkey home back button ko Apne Phone me kaise use kare.

0 Comments