Hello dosto kaise hai aap.Humne Aap ke lye phele bhi bahaut achi se achi post leai hai asha karta hu ki Aaj jo hum apke lye poat lekar aye ho bo apko pasand ayegi.
Agar apko post achi lage to Aap ise share jarur kare....
To mai aapko jada bore na karte hu seedhe topic par ata hu jaisa ki Aapne heading padhi hi hogi to aapko samaj me hi agya hoga.Phir bhi Ajj hum Apne phone ki screenrecord kaise kar iske baare me bataoga.Andriod mobile phone ajj ke samaye me lagbag sabke pass hai or sabhi log iska istemal aapne fayde ke liye istemal karte hai.Ajj ke samay me aapke smartphone se esa kon sa kaam hai jo nhi hota Jaise click photos, vedio recording,online payments etc.Agar aap ke pass PC Ya laptop nhi hai to aap 90% pc ya laptop ka work apne andriod phone se kar sakhte hai.Aaj ke samay me bahuat sare log Aapne phone se hi apni income karye hai.Aap logo ye to pta hi hoga ki aap youtube se bhi earnings kar sakhte hai.Iske lye agar apke pass ek Android Phone ho to ye apki bahaut madad karega.Jaisa ki Aap logo ko pta hi hoga ki youtube par aap apni created videos ko upload kar income kar sakhte hai.Agar aapko kisi ko vedio ke jariye kuch samjana hai to screen vedio recroder iske lye bahaut helpful App hai.Aab baat ati hai ki Apne phone mo screen recorder kaise kare.
Aaj kal bahuat sare Aap hai jo un phone mi hi chalte hai jo root hote hai or ye aap bhi uni phone me mostly support karte hai jo root hote hai.Base ye ek problem bhi hai kyuki sabhi logo ko apne phone ko root bhi nhi karna ata.Par aab koi problem nhi hogi kyuki Aaj mai jo btaoga bo bina root bake phone me bhi support karta hai.Abb baat karte hai ki Apne phone ki Screen Record Kaise kare?

Az-Screen recorder

Az-screen recorder ek bahuat hi popular ek free screen recorder aap hai aap isko aapne mobile par install karke asani se aapne mobile screen ko record kar sakhte ho.Is aap ko mene khud use kiya hau bahaut badiya vedio quality hai. Isko use karna bhi bahaut asan hai sirf niche se download karke apko mobile par install kare uske baad niche dikhya huya record icon button par click kare.Is app par jada option nhi hai setting button par click karke apne setting thik kar sakhte ho,uske baad vedio dekhne ke liye settings button ke side me jo button hai us par click karke vedio ko dekh sakhte hai.
Isko shi se sikhne ke lye niche di gye steps ko follow kare👇👇

Apne phone ki screen record kaise kare?

Iske lye aapko ek aap ko play store se download karna padega bas.Uske baad apko niche di gye asan so steps ko follow karna hai taki aap is aap ka use kar apne phone ki Screen Record karsake.

Follow these steps:-

1.Step1:-Sabse pahle apko ye app ko(Az screen recorder No root) playstore se download karna hai.

∆Note:-Iske lye apke phone ka root hona jaruri nhi hai.


2.Step2:-Istall karne ke baad is Aap ko open kariye open karne ke baad apko bilkul esha popup window dikhega.
3.Step3:-Recordong karne ke lye apko apne pop up window ke niche ek red spot sa dikh rha hoga uspar apko click karna hai bs.

4.Step4:-Jaise hi Aap red button par click karege to apko screen ke beech me timing strat hoti dekhegi
4,3,2,1 bs apke pone ki screen recording chalo ho gyi hai.
5.Step5:-Agar aap chahe to iski setting ko bhi apne hisab se recording kar sakhte hai.Iske lye apko popup window par upar left side par click karna hoga or phir settings par click karke apne hisab se setting ko change kar imporve kar sakhte hai.Ya aap popup window pe right side top par jo tool dikh rha hai uspar click kar open kar sakhte hai.
6.Step6:-Agar apko apke doara recording ke gyi files ko dekhna hai to bo apke doara is app ko open karte hi iske main page par doikh jayegi.


Az-screen recorder ke fyade-

Iska sabse badha fyda ye hi ki apne kafhi youtube vedio dekhi hogi jisme phone ke screen dikhti hai or bo uspe hi sab kuch smja dete hai.Par aap sachte hoge ki ye kaise karte hai.To abb to aap bhi kar sakhte hai is aap ke jariye ko apni vedio ko record kar YouTube par upload kar aap bhi YouTube se income earn kar sakhte hai.
Ya aap janna chahte hai ki agar koi aapka phone use karta hai to bo apke phone ka kaise use karta hai matlab usme kya work karta hai ye ek security ke lye bahuat acha app hai.

sha hai aap ne bhi apne phone pe screen record kiya hoga.Agar ha to apna experience hume comment karke batae.Ya abhi bhi aapko koi problem ho rhi hai ya ise realted koi bhi confusion ho to hume comment kar puch sakhte hai.👌👌