Hello dosto ajj me apke lye andriod phone se realted ek esi trick lekar aya hu jiske bare sayad hi kuch kog jante ho mostly nhi hi jante hai.Par koi baat nhi Ab aap bhi jaan jayege.Ye trick apke phone ki security ko imporve kar degi jisse aap aapko bahauat help milegi Jisse aap apna data or se chupa sakhte hai.
Jaesa ki Aap log apne phone me pattern lok to rhakte hi hoge taki jo humara data hai bo save rhe or uska koi miss use na kar sake.Lekin Aapka koi family members ya apka koi khas dost Aapse mobile magta hai or apse pattern dalne ko kheta hai kyuki bo apka mobile check karna chahta hai.Ese me apka data ya koi files hai jo aap une share nhi karna chahte hai To aap kya karege.To aaj ka ye article isi topic par hai.Is artical me hum apko batayege ki aap pattern ko open karne ke baad bhi apne friend ya family members bhi dekh payege jo Aap dikhana chahte hai.
Jaesa ki Aap log apne phone me pattern lok to rhakte hi hoge taki jo humara data hai bo save rhe or uska koi miss use na kar sake.Lekin Aapka koi family members ya apka koi khas dost Aapse mobile magta hai or apse pattern dalne ko kheta hai kyuki bo apka mobile check karna chahta hai.Ese me apka data ya koi files hai jo aap une share nhi karna chahte hai To aap kya karege.To aaj ka ye article isi topic par hai.Is artical me hum apko batayege ki aap pattern ko open karne ke baad bhi apne friend ya family members bhi dekh payege jo Aap dikhana chahte hai.
Ab sabal ata hai ye kaise ho sakhta hai iskelye apko in steps ko follow karna hai.
Note:- aapko iska icon dekhne ke baad hi download karna hai.Iske hundread thousand downloads hai.
2.Ab isko install kar legye is App ka size(1.47Mb) hai.Abb apne ise install kar liya hai.Abb isko use karte hai.
3.Isko use karne ke lye humko sabse phale apne phone ki Settings ko open karna hai uske baad apko Home option ko open karna hai.
4.Aab hum logo Ne Home option ko open kar liya hai ab hum logo ko Personal launcher ko by default launcher bna dena hai.
5.Abb hum log bapas home par ajayege uske baad hume apne phone ki home button ko kuch second tak tab karna hai.
6.Kuch second tak tab karne ke baad apke samne ek esi popup window open hogi.Isme hum create karege Users ek jo hum jo khud hai or dusra user create karege jo koi guest hoga jo apne aap hi create ho jayega.
7.Ab hum admin user ko create karege uske baad Aap security ke lye apke pass 4 option hoge yha par aap koi bhi option select kar apni security kar sakhte hai.Select karne ke baad Done par click karna hai.
8.Jaise hi Done par click karege uske baad ek popup qindow open hogi usme humko create par click karna hai. Uske baad humko back karna hai.
9.Aab apko setting option par jana hai.Yha apko do user dikhege jisme pahale user aap ka hoga or dusra apke guest ka user hoga matlab aap apne guest ko kya kya show karna chahte hai.
Agar aap 1st option jaise wifi par apne click kar diya to apka guest apka phone ka wifi kabhi on nhi kar sakhta.
10.Abb apko apne guest ko jo aap dikhana hai aap uspe click kar digye.Jis bhi Aap par aap click karege bahi App apka guest dekh sakhta hai bs or koi bhi App bo dekh mhi sakhta hai.Ab hum bapas chalte hai home par.
11.Abb hum apne phone ko lock kar dege.Abb hum log lock on karege tab agar admin agar apna user ko open karna chahta hai to apna password dal dege.Agar aap apne guest user ko open karna chahte hai to Aapko switch user par click karna hai.
12.Abb aap jab bhi guest user ki taraf click karege to guest mode open ho jayega to jaisa ki maine kha tha ki aab aap apne guest ko bhi dikhaoge jo aap chahte hai.yha par bhi Aap dikhege jin par aapne click kiya tha.
13.Agar hum bapas apne user mai jana chahte hai to uske lye hame home button par click karna hai phir apne user par click karna hai uske baad apna security pin dalana hai.
Abb aap dekhege ki apka pura data show ho rha hai.
To dosto jaisa ki hume apko bataya tha ki aap apne data hide kar logo se chupa sakhte hai bo bhi bina ki tansion ke.
So, Agar apko ye post achi lagi 👌
to isse share jarur kare.👉👉👉👉
to isse share jarur kare.👉👉👉👉
0 Comments