Hello! friends aaj hum aapke liye ek bahuat hi interesting topic par post lekar aye hai "whatsapp". Whatsapp ko sabhi jante hai or aap sabhi ise use bhi karte hai. Aaj kal kisi bhi message ya video ko viral karna hai to aapko whatsapp se badiya platform  sayad or koi na mile kyu ki ek yahi esa platform hai jaha par sabhi humse active rahate hai. Whatsapp daily bahauat see post artical etc. viral hote hai. Kya aapko pta hai inme se kon see viral post real ya fake hai. To aaj hum is post me yhi jane ge "Kya apko receive hone bala content real hai ya fake".

Yha par aapko kuch shujab diye gaye hai jo aapko yhe nirnaye lene me madad karege ke Whatsapp par apko receive hone wala content saach hai ya nhi.
 


1. Agreshit Kiye Gye Massage Se Savdhan Rahe.
Hum is week me aapke liye new bisesta lekar aa rhe hai jisse apko ye pta lagane me asani hogi ke kon se massage agreshit kiye gye hai. Agar apko agreshit massage recieve hota hai to is baat ke jaanch kare ke kya us massage me mojud cotent sach hai ya nhi.

2. Esi Jankari Ke Content Par Sabal Udhaye Jo Aapko Pareshan Karti Hai.
Agar aap massage me kuch esa padhte hai jisse apko krodh ata hai ya daar lagta hai, to yhe janane ke kosis kare kya us massage ka aim hi aap me esi bhavnaye jagana tha ya nhi or agar answer "Yes" hai, to aap use or kisi ko share na kare.

3. Esi Jankari Ke Jaanch Kare Jispar Yaklin Karna Kadin Ho.
Esi ghantanye ya kissed jinpar yakin karna kadin hota hai be aksar saach nhi hote- ese me kisi anye source se pta kare ke kya bhe jankari saachi hai ya nhi.

4. Ese Message Se Bache Jo Thode Alag Dikhte Hai.
Aksar ese massage jinme dhoka ya joothi khabre hoti hai unme galat language ka use kiya jata hai, ese sign ko dyan me rakhe taki aap pta laga sakhe ke message me recieve jankari saach ya nhi.

5. Message Me Mojudh Photo Ko Dhyaan Se Dekhe.
Photo or video par aasani se yakin kar liya jata hai, lekin aapko brhamit karne ke liye photo or video ko edit bhi kiya ja sakhta hai. Kabhi - kabhi photo saachi hoti hai lekin unse jodi kahani nhi, Islye online jakar pta kar le ke us photo ka source kya hai.

6. Link Ke Bhi Jaanch Kare.
Esa lag sakhta hai ke massage me recieve link kisi parchit ya jani mani site ka hai, lekin agar us link me galat words ya difference words use hai , to samvabh hai ke kuch galat jarur hai.

7. Anye Source Ka Use Kare.
Ghatna ke saachaiye janne ke liye other news sites ya aap ko dekhe, Agar ghtna saachi hogi to sambhav hai ke anye jaghe par bhi post ke gyi hogi. Jab kisi ghatna ke ek jaghe se adhik jaghe par post ke gye hai to uske saach hone ke sambhabna badh jati hai.

8. Sooch Samajh Kar Massage Ko Forward Kare.
Agar aap massage ke source ko nhi jantye ya apko lagta hai ke massage me mojud jankari joothi ho sakhti hai, to kirpya use auro ko forward na kare.

9. Aap Jo Dekhna Cahate Hai Use Control Kar Sakhte Hai. 
Aap Whatsapp par kisi bhi number ko block kar sakhte hai ya kisi bhi group se exist ho sakhte hai. Aapne Whatsapp par apka control rakhne ke liye esi biseshtao ka use kare.


10. Jhuti Khabre Aksar Falte Hai.
Aap ispe dyaan na de ke aapne ek massage ko kitne baar recive kiye hai. Shirf islye ke kayi baar share kiya gya hai, Iska matalb ye nhi ke bhe khabar sacchi ho.

Juthi khabaro ke samashya ko duur karne ke liye hum aapko aur humko hi kaam karna hoga, Agar aapko kuch esa dikhaiye deta hai jo aapko lahgta hai ke saach nhi hai, to uski report kare.

Read more:- How to do Group Video Calling On Whatsapp
Read More:- Whatsapp ko hack kaise kare
Read more:-