Kya aap bhi facebook ads se paresan hai. Agar ha to aaj ye post aapke bahuat kaam aane wali hai kyuki aaj hum ape liye ise se related post lekar aye hai jisme aapko facebook ads se chutkara kaise paye ya ads disable kaise kare eske liye aapko is post ko end tak dhyan se padhna padega.
Facebook ads disable ya band kaise kare
Aap kuch bhi website me search karte hai, to kuch der baad hi facebook me baad hi facebook se related advertisement aapke screen ya waal par dikhne shuru ho jate hai. Kabhi kabhi to facebook par ease bhi advertisement bhi dikhne lagte hai, jinhe aap nahi dekhana cahante. Agar aap chahe to apne facebook screen par aane wale advertisement ko bhi control kar sakhte hai. Iske liye apko kuch steps ko follow karna hoga....
Advertisement ko kaise kare seemet
Vigyapan ko seemat karne ke liye in steps ko follow kare...
Step1:- Facebook advertisement ko limited karne ke liye sabse pahale aapko aapne facebook account login karna padhega. Phir settings me jaye.
Step2 :- Yha par Sabse niche aapko ads ka loption milega. uske niche ads preferences par click kare. Yha sabse pahale "Your Interest" ka option milega.
Step3 :- Isme aap dekh sakhte hai ke aapne kise like kiya hai aur kin websites aur kin facebook pages par apne apna interest dikhaya hai. Agar ap chahe to yha par kisi bhi page ko remove bhi kare sakhte hai.
Step4 :- Yha dusra option ''advertisers you have interacted" ka hai. Isme bo commercial list add hai, jin par aapne kabhi click kiya hai ya kabhi apna interest dikhya hai. Aap chahe, to use bhi yha se remove kar sakhte ho.
Step5 :- Tishra segment '' Your information'' ka milega, us par click kare. Iske saath hi kafi options khul kar ajayege, jaise aap kaha kaam karte hai, relation me hai ya singal hai, job, education etc. Ye bo informations hai, jine facebook advertiser ke stah share karta hai. Aab aap chahe to in informations ko hide bhi kar skahte hai. Option samane hoga. Yhe kosis kare ki kam se kam suchnae dusri companys ko de. Ho sakhe to aap use bhi hide kar de.
Ese kare Ads ko baand
Iske niche hi "Ads settings" ka option milega, jha aapse teen tarahe ke ads dikhane ke liye permission mage jati hai.
i} Ads best on data form partren
ii} Aapki activity ke adhar par
iii} aapke social action ke adhar par
Yadi aap ads dekhna chahte hai, to kisi ko permission de sakhte hai, nhi to sabhi ko off kar de. Aapko "not allowed" karna hai.
Sabse akhir me "Hide ads topics'' ka option hai. Isme aapke saamne kuch topics hoge, jinhe facebook ads me aap hide kar sakhte hai. Yha apko ads hide karne ke liye teen option milege jaise six months, ya year, ya hamesa ke liye ads ko hide karne ke liye.
Iss tarahe aap apne facebook page ads ko limited kar sakhte hai. Iska fyada yhe hoga ke unchahe ads show nhi hoge or apka facebook page bhiclean rhega.
iska ek faya ye bhi hai ke apka data compaineyo ke pass bhi nhi jayega. Or aapka data bhi surakhshit rahega.
1 Comments
nice article
ReplyDelete