Kya apko pta hai ki facebook par 1.3 billon ke karib Social media active users hai, India me Mobile Par.
24.1 Crore Ke karib Active Users hai india me.America (24 crore) se jayda users hai india me.
50% se jayada Users india me 25 years se kam ke hai.
2 billion se adhik facebook users hai duniya bhar me.
27% Active users increase hue hai 2017 me
Source:- Facebook Potential Audians Report
India me bhadhte Facebook users ke ek kaarn yhe bhi hai ki jab se jio ka internet aya hai tab se 70% users net par active rhte hai jis wajye se facebook par 2017 me 27% Active users increase hue hai.
India me Facebook ke karib 24.1crore users hai or har chata byakti is platform ka dewanan hai, lekin data leek ke mamle se karan is platform ke fajehat hone lagi hai.
Jane kaise kare Faceook par apnae data ko secure...
Aaj sayad hi koi user hoga, jo facebook ke baare me nhi janta hoga. Yhe world ka sabse bada socail media platform hai. Asaan upyog aur bhetar features ke wajhe se log iske dewane hai aur har minute ispe update rhate hai, lekin haal me jis tarhe ki khabar ayi hai, bhe users ko paresan karne wali hai. Sabse bade Social media platform se Facebook se 5crore users ke data chori hone ki khabar ke baad duniya bhar me hal chal mach gyi hai.
Yadi aap facebook ka use kar rhe hai , to kuch securities ko apnana apke lye fyademand ho sakhta hai:
Read more:- Facebook Par Apne Mobile Number Publicly Hide Kaise Kare
Kai App aaj facebook par login maghte hai aur cambrige Analitica me bhi kuch esa hi kiya gya tha. Users Login with Facebook button ke madyam se asani se facebook me login kar lete hai, lekin unko
maloom nhi hai ki login se sath hi ye Apps apko sabhi unknown jankariyo ke list par le jate hai. Apka pura facebook data inke pass aa jata hai, islye kosis kare ke facebook account se kisi dusre apps ya phir website ko login na kare.
Aap Facebook se realtive har baat ka dhyan nhi rakh sakhte hai. Aksar facebook par Game khalte hai or dusro ko invite karte hai, ese me isse realtive App apke facebook account me akar beath jate hai aur agar apne inka upyog nhi bhi kiya hai, to bhi apke private data ko excess karte rhate hai. Ese App aap ke facebook account me Intergrated Apps ko jarur jaanche. Jin par saakh ho, unhe Turant hta de. Iske lye Desktop Browser ya fhir App ki privacy checkup tool par jana hoga . Yhe option apko setting ke anadar milega.
Aap Jo Post share karte hai, use kon dekh sakhta hai, kya apne kabhi iski jaanch ki hai? Facebook par kuch ese images hoti hai, jinhe aap apne friends ke beech tak seemet rakhna chahte hai ya koi esa topic, jisse dusro ko share nhi karna chahte hai.Achi baat yhe hai aap ye dono hi kar sakhte hai. Facebook ke settings me ye service phale se uplabd hai. App yhe select kar sakhte hai ki kon post ke sath hi apke profile ke niji jankariyo, jaise- Phone number, Email, Address etc dekhe.
Read More:- Facebook Data Ko Hack Hone Se Kaise Bachaye
Kai log facebook me apni niji jankariyo ko public kar dete hai, jabki yhe shi nhi hai. Ho sakhe to Date of birth, Contact number aur apna Address etc ko hide rakhe, to jada bhetar hoga.
Haal me aye ek servey me kha gya tha ke jaydatar log apna password 1234 jaise number rakh lete hai, jo ki khatrnak hai. Islye yadi aap facebook ka Security use karna chahte hai, to strong password rakhna bhetar hoga.
Example: Facebook@987
Yadi apne facebook account ko jayda secure rakhna chahte hai, to dual securitiy ka istemaal kar sakhte hai. Jaab facebook login karne ke lye password dale ge, to apko ek editional code diya jayega.Yhe code Apko apke regester mobile number par prapt hoga. Isse apka account khai jayda secure
hoga.
Read more :- Facebook Fake Account Kaise Banaye
Yadi aap chahte hai ki koi dusra apka facebook account login kare or apko suchna mil jaye, to ese me Login Alerts feature ko enable kar sakhte hai. Yhe 'Facebook Settings' me 'Securities' ke andar diya gya hai. Aap chahe to Notification Phone par le sakhte haiya phir E-mail par bhi receive kar sakhte hai.
Login Alerts ke andar Mobile aur E-mail Notification ka Option diya gya hai.
Aapko humari post kaise lagi comments kar apna feedback hume jarrur de. Or Ise Apne Friends Ke sath share kare.

Apnaye Ye Securities
Yadi aap facebook ka use kar rhe hai , to kuch securities ko apnana apke lye fyademand ho sakhta hai:
Read more:- Facebook Par Apne Mobile Number Publicly Hide Kaise Kare
Login With Facebook
Kai App aaj facebook par login maghte hai aur cambrige Analitica me bhi kuch esa hi kiya gya tha. Users Login with Facebook button ke madyam se asani se facebook me login kar lete hai, lekin unko
maloom nhi hai ki login se sath hi ye Apps apko sabhi unknown jankariyo ke list par le jate hai. Apka pura facebook data inke pass aa jata hai, islye kosis kare ke facebook account se kisi dusre apps ya phir website ko login na kare.
Apps Ke Kare Jaanch
Aap Facebook se realtive har baat ka dhyan nhi rakh sakhte hai. Aksar facebook par Game khalte hai or dusro ko invite karte hai, ese me isse realtive App apke facebook account me akar beath jate hai aur agar apne inka upyog nhi bhi kiya hai, to bhi apke private data ko excess karte rhate hai. Ese App aap ke facebook account me Intergrated Apps ko jarur jaanche. Jin par saakh ho, unhe Turant hta de. Iske lye Desktop Browser ya fhir App ki privacy checkup tool par jana hoga . Yhe option apko setting ke anadar milega.
Check Kare Apni Privacy
Aap Jo Post share karte hai, use kon dekh sakhta hai, kya apne kabhi iski jaanch ki hai? Facebook par kuch ese images hoti hai, jinhe aap apne friends ke beech tak seemet rakhna chahte hai ya koi esa topic, jisse dusro ko share nhi karna chahte hai.Achi baat yhe hai aap ye dono hi kar sakhte hai. Facebook ke settings me ye service phale se uplabd hai. App yhe select kar sakhte hai ki kon post ke sath hi apke profile ke niji jankariyo, jaise- Phone number, Email, Address etc dekhe.
Read More:- Facebook Data Ko Hack Hone Se Kaise Bachaye
Privacy Rakhe Hide
Kai log facebook me apni niji jankariyo ko public kar dete hai, jabki yhe shi nhi hai. Ho sakhe to Date of birth, Contact number aur apna Address etc ko hide rakhe, to jada bhetar hoga.
Storng Password Ka Istemaal
Haal me aye ek servey me kha gya tha ke jaydatar log apna password 1234 jaise number rakh lete hai, jo ki khatrnak hai. Islye yadi aap facebook ka Security use karna chahte hai, to strong password rakhna bhetar hoga.
Example: Facebook@987
Dual Security
Yadi apne facebook account ko jayda secure rakhna chahte hai, to dual securitiy ka istemaal kar sakhte hai. Jaab facebook login karne ke lye password dale ge, to apko ek editional code diya jayega.Yhe code Apko apke regester mobile number par prapt hoga. Isse apka account khai jayda secure
hoga.
Read more :- Facebook Fake Account Kaise Banaye
Login Alerts

0 Comments