Aap logo ne facebook data chori hone ke news to suni hogi. To abb hum logo ko bhi apna data save rahkna hai taki koi apke data ko chori na kar sakhe.

Jab kabhi Aap Apne Facebook Page par Status ke roop me kuch post kartre hai, to ise sabhi user dekh sakhte hai. Islye facebook par kya share kar rhe hai, isko lekar satark rahe. Agar apki Privacy Setting kamjoor hai, to aap bastav me khud ko online khatro ke lye unsecure bna rhe hai. Yha tak ki Chori jaise Apratyasit Ghatnao ko (jha apke ghar ka address asani se dekha ja sakhta hai) invite kar rhe hai.



Kya Kare......


Social Media par koi private information kabhi post ya share na kare.

Aaap facebook par koi post karte hai, to sunischit kare ki audiance ke lye "friends'' ka slection karna haio ya phir ''Public" ka. Public ke wajaye bhetar hoga ki aap friends ka hi selection kare.

Apni Timeline par dusro ko posting ko diseable kare.

Facebook wall par pichle jannm me aap kya the? Apka sacha Doast kon hai? Apki Death kab hogi? Agle janm me aap kha Peada hoge? Ese quiz app me apka personal data chori hone kea khatra rhta hai. Is tarhe ke quiz me hissa lene se Bache.


Read Also:-Facebook Disable Account Ko Reactivate Kaise Kare

Kaise bache Socail Sites Par Track Hone Se

Social sites par aap kya like karte hai, kis cheej par jaada click karte ya phir sabse jada share karte hai, Usse realted data Yhe sites stores karte rhate hai. Yha tak ke kuch socail networking sites logout hone ke baad bhi apka account ko track karte hai. Content ke Adhar par Advertiser ko Add subhida deta hai.

Kya Kare........

Facebook ke setting me facebook add option par click karne ke baad bha diye gye add option ki settings ko change kar sakhte hai.

Bhi twitter par settings/securities and privacy me Add prefrence ke change ka option hai. linkdin par privacy and setting/account/management advertising prefrence par jakar settings ko change kar sakhte hai. Halaki  Settings me change  karne ke baad browsing best Add to nhi dekhai dega, phir bhi aap security karano se track hote rahege.


Read Also:- Kesi Facebook Account Ko Permanently Block Kaise Kare

Ye thi Apne data ko sucure rakhne ke kuch tips abar apko ye post pasand ayi hai to apna feedback hume comment karke jarrur de taki hum apke lye ese tips lane ke lye excited rahe.
Or is post ko apne friends, realtive etc ko share jarur kare takhi bhe bhi apne data ko secure kar sakhe.