Pc or Smartphone me log bahaut sari esi cheje rakhte hai, jo privacy ke lihaj se bahaut jarruri hoti hai. Aaj kal bahaut sare App & Software uplabd hai, jinki madad se kisi bhi folder or files ko Pc ya Smartphone me chipa{hide} Kar rakha ja sakhta hai..
Pc aur Smartphone me bahaut sare ese Photos, Videos, aur files hote hai, jine aap chahate hai ki screct rhe aur use koi dusra dekh na sakhe, to ese bahaut sare ese Software aur Application mojudh hai, jinki madad se na sirf file ko lock kiya ja sakhta hai, balki use system me hi chupakar rakha ja sakhta hai.
Apne PC me secret data ko is tool ki madad se aasani se secure rakha ja sakhta hai. Yhe file ko Pc me he hide kar deta hai, taki koi dusra usko dekh na paye. Sath hi extra security ke lye password ka bhi option diya gya hai. Software ko syelth mode me run kar sakhte, jisse kisi ko pta hi nhi chalega ki apne PC me kisi folder ya data ko hide kar rakhe hai. Shoet key ke jariye se asani se files ko hide or dekh sakhte hai. Hide karne ke lye {Ctrl + Shift + ALT +H} aur files ko dekhne ke lye {Ctrl + Shift + ALT + S} ka istemal karna hoga. Hiden folder 256 bit blowfish uncription hota hai. Achi baat yhe hai ki aap jitne chahe program aur files ko yha par hide kar sakhte hai. Yhe windows ko supports karta hai aur iska size 2.45MB hai.
www.lock-folder.com
∆For download
www.winability.com/folderguard/
∆For Download this software
www.newsoftwares.net/folderlock/
∆For Download this software
www.iobit.com
Apko Ye Post Kaise Lagi Hamme comment kar jarur Btaye taki hum apke lye aur bhi bahaut sarei esi hi aur badiya post lekar aate rahe.
Pc aur Smartphone me bahaut sare ese Photos, Videos, aur files hote hai, jine aap chahate hai ki screct rhe aur use koi dusra dekh na sakhe, to ese bahaut sare ese Software aur Application mojudh hai, jinki madad se na sirf file ko lock kiya ja sakhta hai, balki use system me hi chupakar rakha ja sakhta hai.
Lock and Hide Folder
Apne PC me secret data ko is tool ki madad se aasani se secure rakha ja sakhta hai. Yhe file ko Pc me he hide kar deta hai, taki koi dusra usko dekh na paye. Sath hi extra security ke lye password ka bhi option diya gya hai. Software ko syelth mode me run kar sakhte, jisse kisi ko pta hi nhi chalega ki apne PC me kisi folder ya data ko hide kar rakhe hai. Shoet key ke jariye se asani se files ko hide or dekh sakhte hai. Hide karne ke lye {Ctrl + Shift + ALT +H} aur files ko dekhne ke lye {Ctrl + Shift + ALT + S} ka istemal karna hoga. Hiden folder 256 bit blowfish uncription hota hai. Achi baat yhe hai ki aap jitne chahe program aur files ko yha par hide kar sakhte hai. Yhe windows ko supports karta hai aur iska size 2.45MB hai.
www.lock-folder.com
Folder Guard
Yhe Powerfull Computer Security program hai, jiski madad se Files, Folders, aur Videos restores ke excess ko controll kiya ja sakhta hai. Apni personal Files aur folders ko password ke jariye secure kar rakh sakhte hai, taki koi dusra apke files ko open na kar sakhe. Iske alawa, apne folder ko yha puri tarahe se hide kiya ja sakhta hai. aur jab tak aap shi password nhi dalege, tab tak apka folder nhi dikhega. Sath hi, Secret files ke exces ko control pannel, Remove device etc ke jariye bhi rokha ja sakhta hai. Har folder ke, lye alag - alag password ka istemal kar sakhte hai ya phir master password ka bhi upyog kar sakhte hai. yhe windows 10,8,7 aur XP ko support karta hai.∆For download
www.winability.com/folderguard/
Folder Lock
Yhe Software Files, Folders, or Drives ko password se protect karne ke subhidha deta hai. Sath hi, yha par files ko uncript, real time backup, portable drives ko protect karne ke alawa isme history ko clean karne jaise anay features bhi diye gye hai. Yhe 32byt aur 64byt windows 10,8, 7 aur Xp kosupport karta hai. Is software ki madad se files or folders ko second me hi lock or hide kiya ja sakhta hai. Jab ek baar folder ko lock ya hide kar dete hai, to yhe phale ke location se hide ho jate hai aur software ke interface ke jariye hi exces kiye ja sakhte hai. Achi baat yhe hai ki aap yha par locker bi bna sakhte hai, jo IS256byt uncription se protect hota hai. Files ko locker me copy karne ke baad yhe khud hi ise uncript kar deta hai.∆For Download this software
www.newsoftwares.net/folderlock/
Iobit Protect Folders
Agar Windows Pc ka istemal kar rhe hai, to yhe ek bhetar file protection tool ho sakhta hai. Yha par office Document, Photos, Videos, aur dusra personal data ko secure rakh sakhte hai. Folder ko password se secure kar sakhte hai yha phir files ko puri tarhe se hide bhi kar sakhte hai. Yha ise istemaal karna me bhi asan hai. Bas ek password set karna hota hai, usi se file ya folder ko lock kar sakhte hai. Khas baat yhe hai agar aap Shared PC ka istemaal karte hai, to is tool ke jariye apni privacy ko secure rakhne me madad milegi. Yhe Windows 2000, 7, 8, 8.1, aur 10 ko support karta hai.∆For Download this software
www.iobit.com
Smartphone Me Chupae Photo aur Videos
Aaj kal Smartphones me bhi users kai tarhe ke important data{Photo, Videos etc} rakhte hai. Yha bhi Ise Chupa kar rakha ja sakhta hai....Safe Gallery{Media Lock}
Smartphone me apni privacy ko protect karne ke lye Safe Gallary App ka istemaal kar sakhte hai. Is media me files ko password ke jariye Secure rakne ke alawa, use hide karne ki subhida bhi de gyi hai. Iski madad se Audio, Gallery, Photo, Video, Web Images etc ko secure rakh sakhte hai. Yhe App Google Play Store Par Uplabd hai.Folder Lock
Is App ki madad se apni personal Files, photos, videos , documents, audios, recording, notes, etc. ko password ke jariye secure rakh sakhte hai. Iske alawa, cheejo ko hide karne ke lye bhi yha hai. Iski madad se Personal files ko secure rakhne me madad melegi. Yhe App Andriod or IOs Users ke lye uplabd hai.Gallery Lock
Agar phone ki gallery yani pictures or videos ko lock ya phir use hide karna chahte hai, to iska istemal kar sakhte hai. Isme Photo - Video hide, Watchdog, Cloud Backup support jaise features diye gye hai. Yee App Google Playstore Par uplabd hai.
Secure Gallery
Privacy Ke lye App ka istemall bhi kiya ja sakhta hai. Iski madad Sse pictures or videos ko hide kiya ja sakhta hai. Isme Hide{lock} Picture, Videos, Fingerprint support etc jaise features diye gye hai. Ise Google Play Stores se Download kar sakhte hai.Apko Ye Post Kaise Lagi Hamme comment kar jarur Btaye taki hum apke lye aur bhi bahaut sarei esi hi aur badiya post lekar aate rahe.
0 Comments