Hello Friends Ajj Hum Apke lye Phir se ek Gmail se judhe amazing post lekar aye hai jisme humapko btayege ki Gmail me Kuch new Smart Features add hue jise app bhi in features ko jaan sakhe aur unka use kar sahke.


Ajj Email Karne ke lye logo ke pass bahaut se bikalp hai. Aap Yahoo, Hotmail, Outlook etc ka istemal kar sakhte hai, lekin is mamle me google ka gmail sabse aage hai. Phir bhi gmail me bahaut sare ese features nhi hai, jo apke work ko or aasan bna de. Ese me gmail ke Chrome extension ke madad le salhte hai, jo gmail par work karne me apke experience ka anubhav ko bbadal dega.

Gmail account ka istemal har wo user karta hoga jo internet ka use karta hai. Lekin bahuat se log iska full istemal ya shi trahe se istemal karna nhi jante hai. Jaisa ki ajj ke samay me har ek chez ko smart banaya ja rha hai isi pahal me google ge bhi gmail me kuch new features lekar ayi hai. To chailye jante hai ki wo features kya hai:-

Activeinbox

Agar aapki dailywork ya office work me bahaut se logo ko email karna ya phir use track karna shamil hai, to phir apke lye Activeinbox ek acha option ho sakhta hai. Iske madad se gmail gm un features ka istemal kar payege, jo abhi tak nhi nhi kar pate the. Maan lijgye ki apko koi email baad me bhajne ke lye shucdule karna hai to ese me kaam aasakhta hai. Yhe Schedule ki gyi date or time par apne aap email kar dega. Ise alawa yha aap apne works ke list bhi bna sakhte hai. Followup ke lye remind bhi set kar sakhte hai. Iske saath hi agar apne koi email kisi ko bheja hai or usne is email to padh liya hai, to phir uske baare me bhi btayega.

Download Now:-  Activeinbox

Sortd

Bahuat sare log apne work ki list ko gmail me hi inbox kar lete hai, lekin aap Sortd install kar lete hai, to ye apke simple gmail ko ek task board me badal dega yani apne apne works ke hisab se alag alag columns me distribute kar salsak hai. Sath hi har column ko apne hisab se ek header de sakhte hai. Sath me important email ko Drag & Drop bhi kar payege. Yhe ek tarhe se gmail ke screen ke toor par kaam karta hai, jo apke experience ko bilkul wadal deta hai. Or iske sath hi yha par group conversation ke bhi subhidha bhi milti hai.


For more information:- www.sortd.com


Unroll.me

Aap kai baar jaane anjane me bahaut sari esi cheejo ka subscription le leate hai, jo bahaut jaruri nhi hota hai, lekin log apne alas ki wajhe se ise unsubscribe bhi nhi karte hai. Phir apke mail ka inbox ese hi waste massage se full rhta hai. Ese me unroll.me apke bahuat kaam ka sabhit ho sahkta hai. Iski madad se sabhi email ko scan kar subscription wale sabhi email ko bas ek click me unsubscribe kar sakhte hai. Isme apko rollup feature bhi milega. Yha aap un subscription ko alag kar payege, jinhe aap rakhna chahte hai. Gmail account ko faltu massage se saaf rakhne ke lye ek acha tool sabhit ho sakhta hai.

Download this tool:-https://unroll.me


Read More:-Gmail Ko Milega AMP Support


Checker Plus

Bahut saare log ek se adhik Gmail account ka istemal karte hai. Ese me sabhi Gmail account par email to check karna aasan nahi hota hai. Ese iesthi me checker plus application ka istemal kar sakhte hai, jo chrome ke saath firefox bhi support karta hai. Iski madad se sabhi Gmail account par Aane wali email ko aasani se check kar payenge. Iske feature ki baat kare, to bina Gmailaccount ko open kare notification daekh or email padh sakte hai. Aaap chahe to Bina Gmail ko open kare email to delete bhi kar Payenge. Isme sabse kas feature hai voice notification. Agar aap busy hai ya phir gadi chala rahe hai, to esi iesthi me voice feature aap ki mail ko parkar sunega. Jo log visually appread hai, unke liye bhi yhe upyogi sabhit ho sakta hai.

For Download this App :- Checker Plus For Gmail

Discover ly

        

Agar app gmail ka bahuat jada istemal karte hai, to apko bahuat sare ese log ke mail bhi ate hoge, jine aap nhi jante hoge. Agar aap discover ly extension ka istemal karte hai, to yhe anjane email bhejne bale ko social media jaise facebook, LinkedIn, twitter & etcpar search kar apko uske bare me detail ke jankari dega. Khaskar ye feature un uogo ke lye acha hai, jo job ki talash kar rhe hai ya fhir sales ki Feilds me hai. Iske alawa, iscroting service, etc ke lye bhi ye upyogi ho sakhta hai.



Read More:- Gmail Accounts ko Parrmanently Delete Kaise Kare

Keyrocket

Agar apko bahuat jada mail likhna padhta hai ya phir Microsoft windows, office ya visual studio par kaam karna padhta hai to yhe tool apko shortcut keys ka master bna dega. Gmail par work karte samay ye apko btayega ki kiss shortcut tool ka istemal aap kar sakhte hai. Shortcut tool ka istemal karne ke lye mouse par click karne ke wajaye, ye ek popup box me short cut keys ke ware me btayega jisse apko bar bar mouse ko click nhi karna padega.

http://www.veodin.com

Aab hum log Gmail ke new smart FeatiFea ke ware me jaan chuke hai. Asha karta hu apko ye post achi lagi hogi. Or agar apkobye post achi lagi to hame comment karke jarur btaye taki hum apke lye esi hi new or advance posts lekar aate rhe.