Phone apka personal device hota hai. Aap kabhi ye nhi cahage ki apke phone me apki personal photos, videos aur email ko koi aur na dekh sakhe.

Lekin hum log apne phone ke data ko secure rakhne ke lye Pin, Password ya fingerprint scaner ka upyog karte hai. Lekin kabhi kabar esa ho jata, hai ki hum apne kisi ghar bale ko phone unlock kar ke de dete hai ya phir, humara koi Friend hamare phone ka password janata ho. Esi Esithiti me kuch ese tricks hai jinki madad se hum apne private photo or videos ko hide kar sakhte hai.

Apne Private Photos & Videos ko Secure karne ke lye niche btaye gye Steps ko thek se padhe or une Follow kare:-

Apne Andriod phone me kisi bhi photo aur video ko hide karne ke lye sabse phale apne phone me Es explorer app ko download kar open kar le. Agar apne apne photo ya videos ko SD card me rahkha hai, to SD Card me jaye, Nhi to shidhe File explorer ko open kare.

• Andriod Phone me DCIM Folder me photos hote hai. Islye apko isi folder ko open karna hai.

• Yhe folder apko kuch phone me gallery folder me camera ke ander milega. Yha par bo photo hote hai, jine aap apne phone ke camera se shoot ya click karte hai.


• Is folder me ek nya Folder banana hai.

• Folder banane ke lye apko right side upar ke trarf teen dot par click karna hai. Yha apko + ka ya new ka option milega, us par click kare.

• Iske sath hi nya file/folder ka option milega.

• Naye file ka naam maga jayega aur apko (.Nomedia) naam se folder banana hai. Iske sath hi apka kaam ho gya.

• Aab jab aap aone phone ko gallery me dekhege , to bha photos nhi dekhai dege.

• Yadi iske baad bhi , dikhai dete hai, to phir phone settings me jakar app me jana hai, aur bha se gallery option ka Select karna hai aur cache memory ko clean karke ek baar phone ko Restart kar de. Iske vaad jab gallery me jayege to apko photos nhi milege.


Read more:- 
• Agar apko apne phone ke videos ko hide karna hai to apko yhi tarika apnana hoga. Vedios ke folder me jakar (.Nomedia) ki file banani hai. Aur phir videos hide ho jayegi.

To abb hum log bina kisi alp ke sahare apne photos aur videos ko hide karna jan gye hai. Abb app bhi apne phone me apne personal photos & videos ko hide kar apne privacy ko secure kar sakhte hai.