Aap log Facebook,Instagram , Youtube and etc to chalte hi hoge. Aap log Jab Youtube par online video dekhte hain aur or jab apko koi vedio Pasand aa Jati Hai to aap us vedio ko download karna chahte hai to aap is vedio ko google par search karte hai par bo vedio bha par uplabd nhi hoti hai phir apko us vedio ko offline karke hi dekhna padhta hai apko offline ka feature cabel Youtube me milta hai.Lekin jb baat karte hai.Aaj hm is problem ke lye ek aap le kar aye hai jisse aab apko in vedios ko offline nhi karni padegi.Aur aap ise asani se Download kar sakhege.

Snaptube क्या है?

Ye ek esa app jis ki sahayta se Hum YouTube Instagram Facebook ke video score bahut hi aasani se download kar sakte hain.
Is Aap me apko 21 websites milegi jha se aap song , vedios, Movies and etc. Downliad kar sakhte hai.
Is aap ka use karna bahaut hi asan hai.

Is app ka use karne ke lye niche di gye simple steps ko follw kare:-

1.Sabse phlae is App ko Download karle.

Download karne ke lye yha click kare👈

2.Isko download ho jane ke baad ise open karle.

3.Open karne ke baad ye aap aap se kuch permission magega apko ok kar use accept karna hai.

4.Aab aapka aap ready ho chuka hai ab aap dekhege ki aapko bha par bahuat sari socail networking  ke icons show ho rhe hoge jaise facebook , Instagram , Youtube and etc. 

5.Aab apko jis bhi socail media ki vedios ko download karna hai uspar click kare. Agar aap Facebook ki vedios ko download karna chahte hai to apko uske icon par click karna hai uske baad apko apna FB Account bha par login karna hoga jaise hi aap apna account login karege aapki facebook vedios show hone lgegi. Apko jo bhi vedio download karna hai. Use play kare aap use jaise hi play karege aapko ek download ka sing dikahi dega apko bs uspar click karna hai or aapki vedio download ho jayegi.

7.Agar apko isme apna account register karna hai to aapko uske lye page ke top left side Menu ke option par click karna hai.

8. Click karte hi apko Sing ka option par click karna hai. Apko yha par apne account ko register karne ke lye do option diye jayege.

1.Google Account

2.Facebook Account 



Aap jis bhi account Sing In karna chahe hai kar skhte hai.

Aab aap is aap ka use karna shek chuke hai dekha kitna asan tha. agar aapko abhi bhi kuch problem aarhi hai to aap comment kar puch skhte hai. 
Agar apko ye post achi lagi hai to aap is share kar sakhte share karne ke lye apko post ke last me icon show ho rhe hai us par click kar share karde.