Hello friends Ajj Ki Ye post kash un logo ke lye hai jo Apne Andriod phone se blogging karte hai.Jaiska hum sub jante hi hai ki kafhi Blogger apni blogging Apne phone se hi karte hai.To Ajj me ese logo ke lye 8 ese App kekar aya hu jisse une blogging krane me bahuat asani ho.
Ye App Apko blogging me full success to nhi kra payege par ha apko success ki taraf to leja sakhte hai. Kyuki ek achi blogging to Aap apne desktop se ya nhi hai to aap Cyber cafe jakar hi kar Sakhte hai kyuki bahuat se ese kaam hote hai jo Aap apne phone se nhi kar sakhte hai.Mobile phone se blogging karne bale blogger ke lye ye 8 Useful Andriod App bahuat hi madad karege Aur apko Mobile blogging me madad karege.
Mobile phone Se Blogging karne balo ke lye 8 badiya App
Mai ese kuch logo ko janta hu jo computer kabhi kabhi istemal karte hai lekin fhir bhi be Blogging ke chetra me growth kar rhe hai iska karan hai ki be apne phone se blogging karte hai.Unki blogging ko success karne ke lye ye 8 Useful andriod App hi hote hai.
Ajj kal Mobile blogging successful hai uski bhaja hai Ye Andriod app jiski bahje se Blogging karna asan ho gya hai.Jo Apke Andriod phone ko Computer features available karte hai.Aur ha mai apko btana hi bhul gya ki mai bhi jadatar apni Blogging apne phone se hi karta hu or jab kaam padta hai tabi computer ya Laptop ka use karta hu.
Aur Ajj me ese hi kuch bhaetrin Apps and tools ke bare me Apko btaoga jo apko mobile Blogging ke experience ko aur bhi acha bna dega.
To chailye Abb jante hai un useful Android Apps ke bare me Jo apke mobile phone blogging me kahfi useful hoge.
1.Google Chrome Browser
Mere hisab se ye App blogging ke lye bahuat hi Useful App hai .Aur ha ye Aap sabhi Andriod phone me phale se hi install hota hai islye ise install karne ke bhi koi jarurt nhi hai.Aur jin phone me ye aap install nhi hote hai bo apne phone me Playstore me jakar download kar sakhte hai.
Inse aap apne blog ko asani se manage kar sakhte hai chrome Browser me blog dashboard ho ya wordpress dashboard ko asani se chla sakhte hai.
Jo apke lye bahuat acha experience hoga Aur ye browser kafhi secure hai jo apke lye bahuat acha hai.
Iska ek feature bahuat acha hai ki ise App me aap iske do mode me chla sakhte hai ek phone look or dusra desktop ka jisse apko ek new experience hoga.
2.Puffin Web Browser
Ye browser aapko computer screen bala platform deta hai ia web browser me Aap codind ke alaba sabhi desktop bale kaam kar sakhte hai.
Islye Ye App mobile Blogger ke lye kahafi helpful App hai Aur mai bhi is App ka use karta hu blogging ke lye.Is Aap ki ek aur khasiyat hai ki ye slow network speed par bhi work karta hai jo apke blogging kr lye khafi helpful hai.
3.Photo Editor
Is application ki jitni tarrif ki jaye utni kaam hai Ye aap sabse jada Useful andriod App hai.Agar ek sabdh mai btao ke ye aap blogging ke lye ek bardan hi hai.Jisse hum photoshop bhi bol sakhte hai.Ye Aap hame bo sab feauters uplabd karta hai jo hume blogging ke lye chahiye hote hai.Is App se aap jo bhi photo chahe bo edit kar sakhte hai.
Is App se aap apne blog ke lye logo bhi bna sakhte hai.Lekin hai is App ko se logi banane ke lye apko is App ka acha use karna ana chahiye.
4.Google Analytics
Is Application se App Apne Blog ki performance ko dekh sakhte hai or jan sakhte hai ki apka blog ko ln se search engine par kaisa performance kar rhi hai.Is Application ko lagbag har blogger use karta hai.
Website blog ki traffic report check karne ke lye
Sabse best app hai.Iski madad se app blog ke down ho ya koi problem hone par uska pta lagya ja sakhta hai.
5.Google Adsense
Agar Aap Apne blog ki income Adsense se karte hai to Apke lye Adsense Aap bahaut useful Application hai.Yhe Application apko Google Analytics ke trahe hi Adsense performance show karta hai.Is App ko Jitne bhi blogger Adsense add use karte hai bo sabhi bloggers is App ka use karte hai.
Aap apne blog se kitna earn karte hai.AdSense App apko uski puri jankari deta hai.Is App per Aap er minute , hours , Day , Week , Month and Year ki earnings performance dekh sakhte hai.
6.Jpg Image Size Reducer
Ye Aap apke blog ke lye bardan se kuch kam nhi hai kyuki Is Aap kki madad se Aap Apni images ko Seo image bna sakhte hai yani ki Aap is App se apni image ke size ko mb se kb me Change kar sakhte hai isme size ke sath images ko jpj me convert bhi kar skahte hai jo blog ke demand hoti hai.
Ye Aap Blogging me Images use karne Balo ke lye Bhauat helpful Aap hai.Ise apke blog ke page loadind ke speed bhi achi ho jati hai.
Is App ka use kaise kare iske lye mai apbe blog me post likh chuka hu aap use padh sakhte hai.
7.anWriter Free
Ye App phone se Blogging karne balo ke lye bahaut bhaitrin Aap hai jisse Aap apne blog ke theme ko edit kar skahte hai.
Or ha ye App apko computer ka work kam kar deta hai kyu aap conputer se html coading karte hai lekin ye App apko ye feature Bhi uplabd karta hai jisse Aap apne blog ke html coading karme apne blog me changes kar sakhte hai.
8.Wordcount
Ye App apke SEO ke lye kahfi help ful hai kyuki is Application se aap apne blog post ke word ko asani se count kar sakhte hai.Agar aap blog use karte hai to apko is Application se ye idea mil jata hai ki apko apne blog post me kitne keywords ka use karna hai.Or keywords density blogging sucess ke hone ka important factor ka role play karta hai.
..
0 Comments