Java phones me whatsapp ko kaise chalaye?
Dear friends ajj me apko batanae ja rha hu ki aap apne java phone mai whatsapp kaise chalaye.Bahaut se lohlg janate hoge ki whatsapp kya hai lekin bo sab ye hi jante hoge ki whatsapp cabel andriod phone ke lye hota hai na ki java phone kai lye par me apko aaj esi trick batane ja rha hu jisse aap aab apne java phone me bhi whatsapp chala sakhte hai yai trick 100% work karti hai.Ab aap ye saoch rhe hoge ye kaise possible hai.Chalo ab me apko batata hu ki yai kaise possible hai.Eskelye apko apne computer ka istemal karna hoga.
Ab apko ek software download karna hoga.
Iskelye apko google ki help leni hogi usme apko search karna hoga "HOW TO DOWNLOAD WHATSAPP FOR JAVA PHONES" apko khafi sahre link dikhege jisme sai aap ye file download kar sakhthe hai.
Ab apko esa page dikhe ga.
Ab apko is page ko neche le jana hoga iske baad .Apko jha par rad color ke sign hai bha par click karna hai apko "WHATSAPP MESSANGER.JAR" par click karna hai.
Ab apki file download ho gyi hai aap apne screen mai dekh sakhte hai left side mai green arrow ki taraf.
Read Also:Apne Sd Card Ka Storage Kaise Badaye.
☆Aap ye check karle ki ye file puri tarah se download ho gyi ho nhi to ye file aapke phone me errer btaiyegi.
Ab ye dono file download ho chuki hai.Yai apki .jar file hai.
Ise use kare and enjoy kare.
Read Also:Ek Smartphone Me 10Se Adhik Whatsapp Kaise Chalaye.
Dosto agar apko kahin problem hai to comment krke puchiye aur agar apko daily update ki free notification chaiye to aap email se subscribe kariye aur hame feed back dijiye.
Agar hame contact karna hai to contact us page me hmara email dekh skte hai
Agar apko post pasand aye to kripya comment jarur karein aur Facebook pe share kare.
0 Comments