Hello dosto ajj me apke lye firse ek new trick lekar aya hu jo facebook se realted. Isme me apko bataoga ki aap apne facebook kai delete hue massage ko kaise bapas la sakhte hai.Ab bahaut se log ye soach rhe hoge ki iski kya jarauat hai. Iski jarurat un logo hoti hi jine apne yadhe taja karni hoti hai yaa koi esi chat ho jo unki life me bahut important hoti hai ya massages galti se delete hi gye ho ya apko apne massages ko proof ke roop me use karne ho ese logo ke lye ye trick bahuat kaam ayegi.
☆Ab me apko btauga ki aap apne facebook ke delete hue massages ko bapas kaise laye.
Islye sabse pahle apko apna facebook account login karna hoga.
Login karne ke lye apko apna email or password ko write karna hoga or fir login par click karna hai.
☆Ab hum facebook me logined hai agar apko delete massage ko recover karna hai to upar right side ek arrow hai bha click kardejiye ab ek new box open hoga.
☆Ab aap us box me settings par jaiye. Ab facebook ki settings khul chukhi hai.
☆Ab apko page ke bilkul niche dikhega Download a copy of facebook data.
Ap ise apne computer par download kar sakhte hai.
☆Ab apko ispe click karna hai.Ab ek new page open hoga bilkul esha.
Yha par apko information diya jayega ki apko apne picuters,vedios,massages,post etc
☆Ab apko Start my Archive par click karna hai.
☆Ab ek new box open hoga jisme bo apko bataye ga ki ho sakhta hai ki isme thoda time lage.
Ye islye hota hai kyuki kahfi logo ka account bhoat purana hota hai or kuch log facebook par bahuat active hote hai to unka data bahuat hota hai islye isme time lgta hai.
Ab apko Start my Archive par click karna hai. Ab bo bol rhaa hai download resquested iska matlab hai ki ab facebook harmari sari janakari ekhati kar rha hai.
Jeshi hamri information collect hogaygi hamare email address par inform kar diya jaega.Ab ok button par click kar degye.
☆Ab apko apna gmail open karna hoga.
Isme social par jake hum check karehe ki hame koi massage aya ki nhi.Ab hum us mail ko open karege jk facebook ki taraf se aya hai.
☆Ab apko jha par rad sign dikh rgha hai bhi apko click karna hai bilkul ese hi.
☆Ab ek nya tap browser open hua hai.Ab facebook apko warning de rha hai ki apke massages ya aphe photos ho sakhte hai islye aap apni Archive ko kesi se share karne sai phele check kar le.Ab download Archive par cilck karna hai.
Download karne ke baad apko apna password ko likhna hogaor phir submit par click karna hai.
☆Phir ek new window open hogi or apko apni file ko save karna hai fir apki zip formate file open hogi.
☆Ye file hamre computer agyi hai aap iske dekh sakhte hai.
☆Ab iske open karege apko index htm file par click karna hai.
☆Ab ye file open ho chuki hai isme.Ab aap bapas usi page me ayege or phir hum html ko open karege.
Phir massage par click karege ab apke share massage open ho chukhe hai.
☆Agar aap ab koi massage ko search karna chahte hai to bo kaise karege yske lye apko (ctrl+f) click karna hai.
ab ek nya box open hoga bilkul esa hi.
☆Ab aap bo massage dekh sakhte hai jo apko dekhna hai yha par search kare or dekhe.
@Ab aap apne sare delete massages ko bapas pa sakhte hai.
@Ab aap apne delete hue massage kabhi bhi pa sakhte hai.
Conclusion:
Ye tutorial educational purpose ke liye hai iska galat istemaal karege to responsibility apki hogi.
"You will be own responsible for the work done by you"...
Dosto agar apko kahin problem hai to comment krke puchiye aur agar apko daily update ki free notification chaiye to aap email se subscribe kariye aur hame feed back dijiye.
Agar hame contact karna hai to contact us page me hmara email dekh skte hai
Agar apko post pasand aye to kripya comment jarur karein aur Facebook pe share kare.
0 Comments