Hello friends Aaj hum baat karne baale hai aaj ke popular game ke bare me pubg. Waise aab tak ye game sayad sabe phone me hoga but abhi bhi jiske pass nhi hai uske liye aaj hum ek esi trick lekar aye hai jisse use pub game ko playstore se download nhi karna padega. Bese Pubg ke complete file 1.69 GB hai jisse download karne me logo ke samne bahuat se problem ati hai. Ex :- 404 file not support etc.
To apko esei problem se chutkara delane ke lye ye post bilkul shi hai. To aab jada baat na karte hue sidhe topic par ate hai.

* Condition:- Ye game apke frinds ya another andriod phone me hona chaiye.

How to play pubg andriod mobile without download

* Step1 :- Sabse phale apko apne phone me Pubg Application ko install karna hai.

* Step2 :- Agar aap playstore se download karte hai to Pubg application apke phone me tabi install hoga jab aap use pura matlb 1.69 GB install karege.

* Step3 :- Ise bachne ke liye apke friend ya jis bhi phone me pubg phale se install hai usse "Shareit" ke through Pubg Application lele.

* Step4 :- Aab apko 1.64 GB ke file ko lena lai.

* Step5 :- Aab apko us phone ke jisme Pubg Phale se install hai usme File manager ko open karna hai.

* Step6 :- Aab apko yha par Andriod>> Obb>>com.tencent.ig open karna hai.

* Note :- Agar aap direct is " com.tencent.ig " folder ko Shareit se direct send karge to ye folder send nhi hoga.

* Step7 :- com.tencent.ig folder ko open kare apko yha ek file milegi jiska size 1.64Gb hoga.

* Step8 :- Aap is file ko select kar bhej le. Ye file shareit se direct send ho jayegi.

* Step9 :- Aab apko us phone me jisme pubg application install kiya tha usme jo shareit se file recive ke hai us file ko cut karke.

* Step10 :- Cut kari hui file ko obb folder me com.tencent.ig me move kare de.

Aab aap pubg game ko open kar. Aab apke phone me pubg easily open ho jayega. 
To abb aap bhi bina bina download kiye kiye apne phone me pubg khel sakhte hai.