Aaj hum apke liye ek baar baar phir se blogging se realted post lekar aye hai jisse apke blog ke traffic bhi badh jayega.
To chailye jante hai ki aap apne Blog ka traffic kaise badhaye.


Friends aapko pta hi hoga ke blog ka traffic increase karne ke liye use apne social media par share karna padhta hai taki uske bare me logo ko pta chale to is post me aaj hum ise se kuch realted post lekar aye hai.

Blog ka traffic badhane ke liye in steps ko follow kare:-



1. Sabse Phale Apko Dlvr.it ko Google me open karna hai.

2. Aab apko yha par apna Account create karna hai.
Yha apko apna account create karne ke liye 3 option milege apko jis option se bhi account create karna hai aap kar sakhte hai.

3. Yha par apna gmail account dale. Or apna password create kar login kar de.

4. Aab apka kuch esa dashboard open hoga.

5. Aab apko yha par apna feedburner addres yha par copy karna hoga.

Agar apko address copy karna nhi ata hai to app yha dekhe :-

Feedburner address Copy Kaise Kare

* Sabse phale apne feedburner account ko open kare.

* Than apne blog link par click kare.

* Aab apko edit feed details par click karna hai phir niche diye gye address ko copy karna hai.

* Aab aap feedburner ka address copy karna samaj gye hoge.
To chailye aab post par ate hai.

6. Aab aap address ko yha par copy kar dijiye.


7 . Copy karne ke baad yha apka blog search hokar ajayega aap use conform kar (+) par click kar de.

     • Guest Post Kya Hai
     • Mobile se blogging karne walo ke liye top Apps
     • Blogging kya hai full guide

8. Aab apke samne esa page open hoga. Apko yha par kch options ko change karke 'next connect socials' par click karna hai.

9. Aab apke samne ek phir new window open hogi. Yha par apko socail mediaka platform select karna hai matlab aap kha - kha apne post ko autopost karna chahte hai.


10. Yha par kuch paltforms free available hai or paidup wali hai to aap abhi platform ko he select kare.

11. Aap mera dashboard delh delh s hai aab aap bhi apne social media account ko add kar le.

To aab aap jan chuk hai ke kaise apne blog post ko auto share kaise kare. To aab aap bhi apne blog post ko share kar apne blog ka traffic increase kare.


Agar apko humari ye post pasand ayi ho to ishe apne socail media par jarur share kare taki apke through apke Friends ko bhi pta chal jaye ke bo apna blog traffic kaise badhaye.