Aab logo facebook par yhe dekha hi hoga ki ajj kal ek post viral ho rhi hai ki 'Agar aap comment me bff likhte hai or bo Green color ho jata hai to apka facebook Account Secure hai'.
Facebook Data Leek ke baad kai khabare viral ho rhi hai. Inme se kuch to kaam ki hoti hai, lekin kuch khabare esi bhi hai jo fake yani juthi hoti hai.
Filhal facebook par ek fake khabar khub Viral ho rhi hai or users bhi unhe shi khabar samajh kar comment bhi kar rhe hai. Facebook par ek Message/Post Viral ho rha hai, Jisme kha ja rha hai ki yadi aap post ke comment me 'bff' likhege aur bhe Green ho jata hai to samajhiye ke apka Account Safe hai, Nhi to khatre me hai.

Bese 'bff' ke naam se felly yhe khabar puri tarahe se fake hai. Yhe fake khabar islye bhi viral ho rhi hai, kyuki logo ko iska asli arth nhi pta. Log is tarhe ke post par 'bff' comment bhi kar rhe hai, taki unh yhe pta chal sakhe ki unka facebook account safe hai ya nhi. Yhe shi hai ki post par 'bff' likhne se bhe green ho jayega, lekin account safe hone se iska door - door tak koi matalab nhi hai.


Read More:- Blocked, Locked Ya Deactivated Facebook Account Ko Reactivate Kaise Kare

Kya hai iski Sachaiye

Bff likhne par uska green hona facebook ke features me se ek hai. Jis tarhe friends par kesariya color dene ka feature laya tha, use tarahe yhe feature bhi hai. Darasal , yha 'bff' ka matlab hai ''best friend forever'' se hai. Ise aap kisi bhi ache friend ke lye istemaal kar skahte hai. Yhe
matr ek feature hai or iska apke account ke secure hone se koi sambandh nhi hai.


Read More:-Facebook Account ki login Location pta kare

Kya Hai 'Bff'

'bff' ka matalab kya matlab hai. Sayad aap sabhi jante hai hi hoge ke bff kya hai fir  bhi mai apko bta du bff ka matalb  hai Best Freind Forever.


Read More:-Facebook Par Secret Chat kaise kare


Kyu hota hai Comment box me bff Likhne se Green


Comment box me bff likhene se green islye hota hai kyuki ye facebook ke kuch features me se ek hai jaise facebook comment box me congratulation likhne se khesariya color ho jata hai. Bese hi aab comment me bff likhne se green color ho jata hai yhe bs ek feature hai.

Aab hum jan puri tarhe se jaan hye hai ki ye 'bff' kya hai or iska kya sach hai. To aab aap bhi in sub faltu ki viral sach ko jaan kar rhe shabdhan.