Ajj ke samay main him log din me 60% mobile ya Desktop, laptop, smartphone ya fir tablet ki screen par banaye rahte hai jiss hum Logon Mein Aankhon Se Judi pareshani , jaise ki dhundla dekhna Sar Dard Pareshan karne Lagti Hai. Bhaskar computer ki screen se nikalne wali blue light ki wajah se sleeping pattern prbhabit ho sakta hai aise mein kuch software ki madad Le sakte hain Jo screen ki brightness ko kaam kar blue light ke Prabhav ko kam karne mein madad kar sakte hain.
Lagatar computer, laptop yha phir mobile ki screen par Kaam karne se Aankhon par Dawab parne lagta hai is wajah se Kahi Baar Aankhon Se Pani bhi Aane lagta hai par Apne computer ya laptop par kuch setting Kar Ke Aankho Ko Surakshait Rakha Ja sakta hai.



Aflux

Yhe software Din Ke roshni ke hisabse desktop or laptop ki screen colour ko badal Deta hai. Udharun ke liye agar Din Dalne Wala Hai Toh Yeh Khud Hi computer ki screen ko Halke orange colour Mein karna Shuru kar deta hai. Ise bule light ke asar ko kam karne mein madad milti hai. Yhe OS X, Windows, Linux or iOS ke lye uplabd hai.

For Download:-https://justgetflux.com

Pangobright

Yes software jarurat ke hisab se screen ki light ko dim yani kam kar deta hai. Yeah khaskar un logo ke liye jada upyogi  hai jo ek sath multiple monitor ka istemal Karte Hain. Iski madad se Sabhi monitor k brightness ko ek Sath control Kiya Ja sakta hai. Jab is say activate Karte Hain, to yhe system ke tre me dikhai deta hai, windows screen ke thek neeche. Jaise Hai track Mein Uske Logon par click Karenge Pangobright ka pop up menu screen dikhai dega. Yha par scroll kar jarurat ke hisab se brightness ko controll kar sakhte hai. Yhe windows 7 or XP ko me support karta hai.

∆Download Now- www.pangobright.com

Eyeleo

Yhe Pc Application hai, jo niyamit tor pr apko break lene ke liye remind Karega Jo user Jyada der tak PC Par Kare karte hain unke Liye upyogi Hai Aam Taur par log computer par kara karne ke dauran niyamit antaral par break Le Na Bhool Jate Hain Jis Se Aankhon par Kafi Asar padta hai ishq Ki khasiyat Hai Ki have Break Ke dwara Aankhon se sambandhit exercise ke baare mein bhi batata hai. Isme Restrict Mode bbi hai. Agar ek break Ko escape karna chahe, to yhe usse rokhta hai. Subhidha ke hisab se Long or short break seat kar sakhte hai. Yhe windows ke lye uplabd hai.

∆ Download Now:-http://eyeleo.com





Calice

Iska istemaal webcam ke lye kiya ja sakhta hai. Yhe aspass ki light ke hisab se screen ki brightness ko adjust kar deta hai. Jis samay aap webcam ka istemal karte hai, us doraan mosam aur time ke hisaab se yhe information ikhta kar usi ke hisaab ke display ke brightness ko adjust kar deta hai. Yhe linux ke alawa desktop ke sath bhi work karta hai.


Shades

Agar apple ke product ka istemal kar rhe hai to shades apke liye upyogi tool ho sakhta hai, jo. Screen ki brightness ko controll karta hai. Install karne ke baad yhe software systems ke background me run karta hai, islye screen ki brightness par hamesa apka control rhta hai. Isme default Color ke tor par black hai, lekin apni pasand ka color change karna chahe , to yha par color palaet bhi hai, jha se pasand ki color ko select kar sakhte hai. Yhe make osx 10.7 ya fhir iske upar ke version par karye karta hai.


∆Download now:- www.charcoaldesign.co.uk/shades

Proctect Your Vision

Yhe web app hai, jo apko nischit antral par break ke lye remind karayega. Isme do  tarhe ke  option hai- yha par har 20 min me 20 second ke break ya phir 69 min 5 min ke break ke option ko set kar sakhte hai. Agar yhe break apko shi nhi lagta hai , to aap phir se apne hisab se custom break set kar sakhte hai. Yhe chrome ya Firefox ka extension hai.

Time Out Free

Agar aap lgataar do teen ghante computer par work karte hai aur bheech me break lena bhul jate hai, to yhe aap apki madad karega. Yhe niyamit antaral par break ke lye remind karta hai. Isme do ttrahw se break ko set karne ki subhidha hai. Normal break me har ghante 10 min ka break ser kar skhte hai, bhi micro break me har 15 min me 15 sec ka  break set karne ke subhidha hai. Jaise hi break ka time ayega, computer ki screen dim hona suru ho jayegi , phir display par likha ayega ki apko kitne min ya sec ka break lena hai. Yhe OS X ke lye available hai.




Umeed hai aapko hamari ye post pasand ayi hogi. Ise apne Friends ke sath jarur share kare taki bo bhi apne Aankhon ko ek limited break de aur aankhon ki bemariyo se dur rhe.