Hello Friend Ajj hum phir apke lye technology se jofi ek new post lekar aye hai hmne apni phicli post me btataya tha ki Apne Andriod Phone Ko Apni Smart Tv Se connect Kar Apne Phone ke Screen Sharing Kaise kare.
Read Post:-Apne Andriod Phone Ko Smart Tv Se Connect Kar Screen Sharing Kaise Kare.
Ajj Hum Log Baat Karege ki Apni Laptop Ko apni tv se connect kaise kare or phir screen sharing kare.
Jaise hamne phale Apne Andriod Phone Ko Connect karne ke lye kara tha waise hi hum is process me bhi karege.
Laptop ko Tv Se Connect Karne ke Lye in steps ko follow kare.
1. Sabse Phale apko apne tv ka Screen Sharing option ko on karna hoga.
2. Phir Aapko Apne Laptop Ka Wifi On Karna hoga.
3. Abb apko Yha par apke Tv ke Hotspot se connect karna hoga.
4. Connect karne ke lye apko password ki jarurt padhegi uske lye apko apne tv me option me jana padega bha apko iska password mil jayega.
5. Password milne ke baad use connect kar lijiye.
6. Ab Niche window par apko Search ka Option dukh rha hoga bha par Search kare. "Wireless Display"
Read Also:-Andriod Phone Me Screen Recording Kaise Kare.
7. Abb isko open kar liye apke samne ek new tab open hoga. Yha par aap jab page ko down karege to apmo ek option milega.
8. Apko is option par click karna hai phir connect par click karna hai. Abb aap dekhege ki Apka tv apke laptop se connect ho rha hai.
Abb app apne Laptop ko Tv se Connect karna jan chuke hai. agar apko is process me koi bhi problem aarhi ho to app hume comment kar jarur bataye taki hum apki madad kar sakhe.
Or Agar apko hmari ye post pasand ayi ho to is post ko share jarur kare....

2 Comments
PLS VISIT NOW...
ReplyDeletehttps://vinay1tech.blogspot.in/
https://vinay1tech.blogspot.in/
ReplyDelete