Hello Friends Ajj hum Baat Karege ki Iphone se Andriod phone me Shareit se Data Transfer kaise kare. Or Personal hotspot ko kaise banaye.
Ise phale ki mai apko btao ki ise kaise create kare usse phale me apko ek baat btane ja rha hu jo maine notice ki hai mera ek friend hai use pass iPhone hai maine usse bola ki kuch data mujhe share it se share kar do to bo directly bola ki iphone me Shareit work nhi karta. Maine kha esa kch nhi hota phir maine use bataya ki Iphone me Shareit kaise work karta hai.

Chaliye aab jada baat na karte hue topic par ate hai Iphone Se Andriod phone Me Shareit se data kaise kare.

Aap in steps ko follow kar share kar Sakhte hai.

Step1:- Sabse Phale Aap Iphone Mai App Store se Shareit ko Download karle.

Step2:- Shareit ko Open kar le. Abb Andriod phone ka bhi Shareit open karle.

Step3:- Aab aap apne Andriod phone Ke shareit me Receive kar lijiye. Ab apke Andriod phone ka Hotspot jab on ho jaye.

Step4:- Abb aap apne iphone me Phone Setting > WLAN ko open kar lijiye Usme apke andriod phone ka hotspot show ho rha hoga.

Step5:- Use connect kar lejiye. Aab aap jo bhi file, data share karna chahte hai bo kar sakhte hai.

Agar aapko file share karne me koi bhi pblm aarhi hai to aap comment kar humse puch sakhte hai.

Iphone me apna Hotspot kaise create kare.

Apne iphone me hotspot banane ke liye apko in steps ko follow karna hoga.

Step1:- Sabse phale Settings ko open karlo.
Step2:- Settings>Mobile Data uske baad Carrier option open karle.

Step3:- Yha par aap apna hostop bna le enter name or password or uske baad click on on or apka hotspot chalu ho gya aab app ise kisi bhi Andriod phone me wifi on karke connet kar sakhte hai .

Agar apko inme koi bhi problem ho to aap hume comment kar bta salhte hai. Or apko humari ye post pasand ayi ho to ise share jarur kare.