Social Media Ek lat banta Ja Rha Hai. Ese me kai log abb ise bahar nikalna chahte hai. Ise door hone ke lye log apne Account ko deactivate bhi kar dete hai, lekin kya aap apne, Facebook, Twitter, Instagram, WhatsApp ya phir Google Account ko hamesa ke lye Delete karna chahte hai? Aiye jante hai iska tarika....
Kya Social Media aapka kimti samay barbadh kar rha hai ya phir aapko lagta hai hai ki Social Media ki bazhe se apki Privacy prabhavit ho rhi hai? Logo ke pass Social Media se door hone ke kai karan ho sakhte hai. Bese Facebook, Whatsapp, Twitter, Instagram jaise Social Media Account ko hamesa ke lye delete karna bhi asan hai, lekin ye dhyan rahkhe ki isse Social Media Account se juoda sabhi Data bhi Delete ho jaega.
• Yha par Facebook Account ko Delete karne se sambandhit Guideline milegi. Facebook par Delete Hone ki Request bhejne ke baad kuch dino ke lye Account Delete karne ke Prakriya Chalo Karta hai. Agar aap is doran Account Login karte hai, to Account Delete hone ki Prakriya Cancel Ho jayegi. Ek baar Delete Hone Ke baad Facebook Account ko dubara Excess Nhi Kiya ja sakhyta . System Backup Se pura Data Delete Hone 90 Din ka Samay Lga sakhta hai.
• Isi Section me 'Parmanentely Delete My Account' Par Click karne ke Baad 'Let Us Know' ka option show hoga. uspar Click karne ke baad Faceboo Page par Redirect Ho jayega, jha 'Delete My Account' ka option show hoga. Abb is par Click karte hi Aapka Account hamesa ke Lye Delete Ho jayega.
• Account Delete Karne se Pahale Facebook account ka Data Save Karna Chahte Hai to, Settings {www.Facebook .com/Settings} Me General Account Setting Me jaye. Yha Par Aapko sabse Niche 'Download & Copy Of Your Facebook Data' Par Click Kare. Phir 'Start My Akaive' Ke Option Select Kare. Iseke Baad Facebook data Ki Ek File Download Ho Jayegi.
To Iss Trahe Se aap pane Facebook Account Ko Hamesha Ke Lye Delete Kar Sakhte hai Or Chahe To Apna Account Ka Data Save Bhi Kar Sakhte Hai.
• Us Par Click Karne Ke Baad Ek Page Khulega., Jisme Account Ko Deactivate Karne Se Pahale Kuch Guideline Diye Gaye Hai. Account Ko Deactivate Karne Ke Baad Cabel 30 Dino Tak Hui Data Store Rheta Hai. Uske Baad Data Hamesha Ke Lye Delete Ho Jata Hai. 30 Dino Ke Andar Phir Account Login Karte Hai,To Phir Aapka Account Reactivate Ho Jayega.
Delete Google Account And Data Par Click Karne Ke Baad Aapko Apna User Name Aur Password Dalna Hoga. Phir Delete Ke Lye Email Conference Milege. Us Link Par Click Karne Ke Baad Google Account Ko Hamesa Ke Delete Karne Ke Process Puri Ho Jayegi.
• Agar Aap Phir Se WhatsApp Chalana Chahte Hai To Aapko Ek Nya Whatsapp Account Banana Hoga.
Kya Social Media aapka kimti samay barbadh kar rha hai ya phir aapko lagta hai hai ki Social Media ki bazhe se apki Privacy prabhavit ho rhi hai? Logo ke pass Social Media se door hone ke kai karan ho sakhte hai. Bese Facebook, Whatsapp, Twitter, Instagram jaise Social Media Account ko hamesa ke lye delete karna bhi asan hai, lekin ye dhyan rahkhe ki isse Social Media Account se juoda sabhi Data bhi Delete ho jaega.
1.Facebook
Sabse Pahale www.facebook.com/help par jaye. Yha aapko 'Managing Account' ka tab nazar ayega. Is par Click karne ke baad niche 'Deactivating Or Delete Your Account' ka tab milega.
• Yha par Facebook Account ko Delete karne se sambandhit Guideline milegi. Facebook par Delete Hone ki Request bhejne ke baad kuch dino ke lye Account Delete karne ke Prakriya Chalo Karta hai. Agar aap is doran Account Login karte hai, to Account Delete hone ki Prakriya Cancel Ho jayegi. Ek baar Delete Hone Ke baad Facebook Account ko dubara Excess Nhi Kiya ja sakhyta . System Backup Se pura Data Delete Hone 90 Din ka Samay Lga sakhta hai.
• Isi Section me 'Parmanentely Delete My Account' Par Click karne ke Baad 'Let Us Know' ka option show hoga. uspar Click karne ke baad Faceboo Page par Redirect Ho jayega, jha 'Delete My Account' ka option show hoga. Abb is par Click karte hi Aapka Account hamesa ke Lye Delete Ho jayega.
• Account Delete Karne se Pahale Facebook account ka Data Save Karna Chahte Hai to, Settings {www.Facebook .com/Settings} Me General Account Setting Me jaye. Yha Par Aapko sabse Niche 'Download & Copy Of Your Facebook Data' Par Click Kare. Phir 'Start My Akaive' Ke Option Select Kare. Iseke Baad Facebook data Ki Ek File Download Ho Jayegi.
To Iss Trahe Se aap pane Facebook Account Ko Hamesha Ke Lye Delete Kar Sakhte hai Or Chahe To Apna Account Ka Data Save Bhi Kar Sakhte Hai.
2. Twitter
• Twitter Par Bhi Account K Delete Karna Asan Hai. Iske Lye Sabse Phale Account Ko Open Karne Ke Baad 'Settings & Privacy' Me Jaye {https:twitter.com/settings/account}. Yha Sabse Niche 'Deactivate Your account' Ka Tanb Nazar Ayega.
• Us Par Click Karne Ke Baad Ek Page Khulega., Jisme Account Ko Deactivate Karne Se Pahale Kuch Guideline Diye Gaye Hai. Account Ko Deactivate Karne Ke Baad Cabel 30 Dino Tak Hui Data Store Rheta Hai. Uske Baad Data Hamesha Ke Lye Delete Ho Jata Hai. 30 Dino Ke Andar Phir Account Login Karte Hai,To Phir Aapka Account Reactivate Ho Jayega.
• Guideline Ko Achi tarah Padhne Ke Baad Niche Hi 'Deactivate' Ka Tab Milega.Us Par Click Karne Ke Baad Aapko Apna Password Dalna Hoga. Agar Deactivate Karne Ke 30 Din Ke Andar Login Nhi Karte Hai,To Account Humesha Ke Lye Delete Ho Jayega.
3.Instagram
• Instagram Account Ko Permanent Delete Karne Ke Lye Browser Par https://help.instagram.com/ Ko Open Karna Hai. Yha Managing Your Account Tab Par Click Karne Ke Baad 'Delete Your Account' Ka Option Nazar Ayega. Instagram App Ke Jariye Apne Account Ko Delete Nhi Kar Payege.
• Yha Par Account Ko 'Temparary Disable' Aur 'Delete' ke Do Option Milege. Agar Parmanent Apne Account Ko Delete Karna hai, To Yha Par Aapko Niche ''The Delete Your Account'' Page par Option Milega Ispar Click Karne Ke Baad 'Delete Your Account' Page Par Pahuch Jayege. Yha Aap Se Pucha Jayega Ki Aap Apne Account KO Delete Karna Chahte Hai?
• Sabal Ka Jabaab dene Ke Baad Apko Phir Se Apna Password Dalna Hoga Uske Baad Sabse Niche 'Permanent Delete My Account' Ka Tab Milega , Jispar Click karne Ke Baad Apka Account Parmanentely Delete Ho Jayege.

1.Google Account
Agar Aap Apne Google[Gmail] Account Ko Permanentely Delete Karna Chahte Hai, To https://myaccount.google.com/ Par Jaye Aur Singin Kar Le. Uske Baad 'Account Perfernse' Me Jaye , Jha Apko Niche Ki Taraf 'Delete Your Account And Services' Ka Tab Milege. Ispar Click Karne Ke Baad Do Option Milege- 'Delete Products' Aur 'Delete Googel Account And Data'.
Agar Account Ko Phir Se RecoeverKarna Chaiye To https://accounts.google.com/singin/recovery Par Click Kare. PHir Pahale Ka Gmail Address Ya Phone Number Dale. Agar Recovery Ka Sambhavna Hogi To Google Turant Notifiy Kar dega.
5. WhatsApp Account
• WhatsApp Par Account Ko Permanently Delete Karna Bahuat Saral Hai. Phale Settins Me Jaye. Uske Baad 'My Account' Par Click Kare. Aapko 'Delete My Account' Ka Tab Nazar Ayege.
• Account Ko Delete Karne Par Massage Or History Ke Sath WhatsApp Ke Sabhi Delete Ho Jayega,
• Aapko Niche 'Delete My Account' Ka Tab NAzar Ayega.Use Phale Country Code Or Mobile Number Dena Hoga. Uske Baad 'Delete My Account' Tab Par Click Karnae Ke Baad Apka Account Hamesa Ke Lye Delete Ho Jayega.
• Agar Aap Phir Se WhatsApp Chalana Chahte Hai To Aapko Ek Nya Whatsapp Account Banana Hoga.
Aab Aap Har Tarike Ke Social Media Ke Accounts Ko delete Karna Shek Chuke Hai Agar App Ko Inhe Delete Karne Me Koi Samashya Aaayi Hoo To Aap Comment Kar Puch Sakhte Hai. Agar Aapko Humari Ye Post Pasand Ayi Ho To Ise Apne Friends Ke Sath Share Jarur Kare Taki Agar Bo Bhi Apne Account Ko Delete Karna Chahe To Permanently Delete kar Paye.......
0 Comments