Hello friends jaisa ki aap sabhi jante hi hai humara facebook Account kabhi kabar block ho jata hai. Mostly Facebook Accounts Block nhi hote lekin fir bhi kuch Facebook Account kabhi kabar block ho jate hai Ya disable or or kuch problem aa jati hai to hum isko kaise solve kare.
To friends ajj hum log baat karege ki Facebook Account Block, Locked, Disable, Temparary Block ho jaye to kya kare.


Facebook Humare account ko kai trahe block ya Disable kar sakhta hai jaise.

Also Read :- Free me Blog Kaise Banaye...

i)Facebook Real Photo Upload Verification

Facebook Real Photo Upload Verification kya hai. Ye verification facebook islye karta hai hota ye hai ki kabhi kabhar apke facebook par kuch invalid activities pai jati hai jisse apke account ko khtra bhi ho sakhta hai islye Facebook apke account ko Temparary block kar deta hai or isme ke verification karne ko khta hai.

Ye verification bahaut esay hota hai

Isme apko apni ek real photo jisme apka face show ho rha ho ya real tume selfi ko upload kar ise aap verify kar sakhte hai.


Jab aapka account block hota hai tab aap apna facebook account open karte hai tb usme ek Verification page open hoga jissme bo aap se apki photo upload karne ko khega aap bha par apni photo upload karke bo verification ko pura kar de ab apka account 24h me kabhi bhi active ho sakhta hai.

ii) ID Proof Verification kaise kare.

Sabshe phale Id verification kya hai jab humare account par kuch invalid activities kuch jada hone lagti hai to Facebook hamare account ko block kar deta hai. Phir Facebook apko apna Account reactivate karne ka ek moka deta hai.

Account reactivate kaise kare

Jab aapka Account is condition me block ho jaye to aap ko apne Account ko reactivate karne ke lye koi ek original identity proof chaiye hai jo government ke duara provide kiya gya ho.Jaise-
1.Adhar Card
2.Pan Card
3.Driving licence and etc.

Apko karna ye hai ki aap Aab apna inmese koi bhi ek Id proof ko upload karna hai. Jab aap Ye Id upload kardege to aapka Account Automatically 24h fir se chalu ho jayega.

Apka ye documents facebook bilkul private rakhega or ise kuch 1 mahine baad is platform se hi Delete kar dega.

Facebook Account ko recover kaise kare jab apka account Permanently ya temparary block ho jaye.

1.Temparary Block
2. Permanently Block

Facebook Account do trahe se block ho sakhta hai Temparary Block or Permanently Block. Apka Account Temparary tab band hota hai jab Apke account ka wrong use ya invalid activities ho rhi hai. Agar ye activity apke account par bahuat jada ho rhi hai to apka account Permanently bhi block kiya ja sakhta hai.
Abb jante hai ki Recover kare.

Janne ke lye steps ko follow kare-


Step1:-Sanse phale Disable Account ko open kare.

Step2:-Abb Apko Ek Form Ko fill karna hai. Form ko Open karne ke lye Form par click kare.

Step3:-Aab apko ye form fill karna hai sabse phale apka email Id ya Mobile no. Phir Apka Full name or phir koi bhi government issued Id ko upload karke or koi Additional info jo aap dena chahte hai. Uske baad send kar de.

Note:- Ye form aapko 1bar hi send karna hai is verification me thoda time lagta hai kyuki facebook apke account ko verify karta hai jb bhe ye process ko complete karleta hai to facebook apko apke email per massage send kar deta hai or tab se apna Account phir se use kar sakhte hai.

Permanently Disable Account ko Recover kaise kare

Agar Apke pass kuch is trahe ka massage aata hai "Your Facebook Account Has Been Permanently Disebled" To aap samaj jaye ki apka Account hamesa ke lye band ho gya hai. Aab aap is account ko dubara recover nhi kar sakhte hai.
Iski jage aap aab apna ek new Facebook Account create kar is platform ko dubara se join kar sakhte ho.
Ajj ke lye bs itna hi dosto.

Apko Ye Jankari kaise lagi Agar ye Jankari achi lgi to comment kar hume jarur batae taki hum apke lye age or bhi achi janakari labe ke lye prosahit ho or ise age share bhi kare. Share karne ke lye nice di gye button par click kar Share kar Sakhte hai.