Hello friends aaj me apko bataoga ki apne facebook account se apna Mobile number kaise hataye.
Ajj ke samay me facebook ka bahaut use ho rha hai har ek youth ise juda hua hai.Bo isme apni profile ko complete karne ke lye apna Mobile number bhi save karte hai par kabhi kabar koi esi problem Aajati hai jisse bo number aapko hide karna hota hai taki aap us problem se bach sakhe.
Ya aap apne Number ko private rhkna chahti hai taki use koi dekh na sakhe.

Facebook se Mobile Number hide karna kyu jaruri hai.

Ajj hum sabhi jante hai ki hamar deash samay ke badal rha hai yha par new generation ka agaman ho rha hai isi ke sath duniya bhi smart ho rhi hai.Use se hamre Mobile Number ka Mostly use hai jaise bank me , driving licence me and etc me humara Number hona important hai.To ese mai hum apne Mobile Number ko publicly show nhi rhak sakhte hai.
Apne Mobile number ko publicly show karna me bahaut khtra hota hai.Kyuki hamare ye Numbers bahaut jage registered hote hai.
Or facebook ek esa Socail media hai jha par all countries ke users available hote hai.Jha par kuch ache log hote to kuch bure log hote hai.
To ese me hume bure logo se apna Mobile Number ko hide karke rhkna chaiye.

Facebook Se Apna Mobile Number Kaise Hide Kare

Hum apko ajj Number hide karne ke do tarike batege.
i)Mobile Phone se Number Hide kaise Kare
ii)Laptop/Desktop se Mobile Number Hide Kaise Kare.

Mobile Phone se Number Hide kaise kare-

Mobile phone se Number ko hide karne ke lye in steps ko follow kare:-

1.Aapko sabse phale apne phone me www.facebook.com  ko open karna hai aap jisme bhi chahe usme facebook open kar sakhte hai.
Facebook Lite, Uc Browser, Opera mini ,Goggle Chrome & etc.

2.Apni ko Login kar lijiye.Login karne ke baad Menu par click kare.Click karne ke baad apni Profile par click kar use open kare.

3.Abb Apko About par click karna hai.


4.Abb apko Contant Info par click karna hai.

5.Yeha apko Contant Info section ke Edit par click karna hai.

6.Abb aap Mobile Number Edit par click kar Only me select kar de aab apka Mobile Number Publicly hide ho gya hai.


Congratulations! Abb Aap apne Mobile se Facebook par phone number Hide karna shekh chuke hai.

Computer Se Mobile Number Hide Kaise kare-

Jaisa ki apne abhi phone se Facebook par Mobile Number Hide karna sikha bilkul usi traha ye bhi bahuat asan hai.
Mobile Number Hide Karne ke lye in Steps ko Follow kare:-

1.Sabse Phale Aap apne computer me koi bhi Browser ko open kare use www.facebook.com ko open kare or usme apni Id login kare.

2.Login karne ke baad apko Menu par click karna hai.Aap yha dekh sakhte hai.

3.Iske baad Apko About Option Par click karna hai.


4.Iske baad abb apko Contact and Basic Info Par click karna hai.

5.Abb Apke samne jo page open hoga usme apka contact information show hoga.
Isme Aapko Mobile Number Ke Column ke last me Edit ka Option diya hoga apko uspar click karna hai.

6.Mobile Number Edit option par click karne ke baad ek new popup window open hogi apko yha par Mobile Number ke Niche ek Chota sa down singh ka icon show ho rha hoga apko uspar click kar Only Me select karna hai.

7.Abb apko Save Changes Par Click Kare ise Save karna hai.

Congratulations! Abb aap Computer se bhi facebook Number ko hide karna shek gye hai apne Number ko hide kar scure kare.