Aap sabhi jante hi hoge ki printer kya hai.Agar nhi pta to printer ek Aisi machine hoti hai Jis Se Hum Kisi bhi cheez ko print kar sakta hai jaise docouments etc. Printer ek kaam or gota hai 'Scan' karna. Ajj ke samay me sab work online ho rha hai to ese samaye me jab aapko koi bhi documents ko submitted karna hota hai to aapko Scanner ki jarorat hoti hai.To ese samay me aap ya to agar apke pass printer hai to uska use karte hai ya nhi hai to apko cafe jana padhta hai or apka kuch karcha bhi hota hai.Is kharche ko bachane ke lye me apko ek esa aap btauaga jisse aap asani se kisi bhi documents jo scan kar asani se submit kar sakhte hai kisi ko bhi send kar sakhte hai.Ye desktop se easy hai and fast worka karta hai.Ye use karne ke baad printer ko bhul jayege.
CS Scanner
Is aap ko use karne ke lye apko kuch simple steps ko follow karna hai:-
Step1> Sabse phale apko Cs Scanner ko apne play store se download karna hai.Uske baad use install karle.
Step3> Uske baad apko isme apne number ko isme registar karna hoga.Isme register karne ke do method hai ek apne phone no se or dusra apne phone number se.
Step4> Aab aap Cs scanner ko use karne ke lye Aap ab tyaar hai abb aap kisi bhi document ko scan karne ke lye "Start Scanning" par click kare.
Step5> Aab ye aap se ek permission magega aap use allow kar de abb apko jo scan karna hai us par click kar uska photo le le.Uske baad use page hisab se adjust karle.
Step>Adjust karne baad aap (√ ) sing par click kar scan image ko save kar de.Aab apki image save ho gyi hai.
Step7>Agar aap apni save ki gye image ko PDF me dekhna chahte hai to aapko page ke upar vale part me PDF par click karna hai or Apke document PDF me convert ho gya hai.
Step8>Aap ise kisi ko share karna chahte hai to apko page ke upar ek share icon dikhe ga apko uspar click karna hai.Aab apko do option milege ki aap isko kis rup matalb PDF ya Image (JPG) size me bhejna chahte hai apko jis rup me bhejna hai uspar click kare.Aab apko bahuat share aption milege aap jiss App se send karna chahte ho use select kar le. Use select kar send kar de.
Step9> Agar aap apke duara scan ki gyi image ko edit karna chahte hai to aapko us image par us image pe long press karna hai.
Step10> Agar aap is image ko print karan chahte hai ,Ya kisi ko send karna chahte hai, Ya image ka name change karna hai to apko us image par jispe ye karna hai uspar long press karna hai phir uske baad (More) par click karna hai apko option mil jayega.
Aab aap iska full use karna samaj gye hai to aab apko kisi bhi samye scan kar sakhte hai ye ek prakar ka poket scanner hai.
0 Comments